Meri zabaan se ughla hua zehar bhi amrut ban jaata hai
Hai Ram kya waqt aa gaya hai ... maa ki shiksha ka amrut bhi beti ko zehar lag raha hai
Maya Devi toh meri bachpan ki saheli hai ... hum ek doosre ke naakhun tak pehchante hai
Meri chaati par aakar toh saanp bhi rassi ban jaata hai
Bachche hasne se aam bachchon ki tarah chichore ... aur rone se buzdil ban jaate hai
Zulm ka badla lene ka mauka zindagi mein ek baar har insaan ko milta hai
Ghar ki shobha toh ghar mein rehne waalon se hoti hai
Purani haddiyan badi mazboot hoti hai
Aatma woh vastu hai ... jise na talwar kaat sakti hai na aag jala sakti hai
Nagan khubsoorat hoti hai ... par das bhi deti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory