Jab suraj aankhen band kare, sajke nikalti hai Mumbai ... kabhi uljhati, kabhi girati, kabhi sambhalti hai Mumbai ... kabhi baap ka thappad, kabhi maa ki godh hai Mumbai ... tang galiyon ki bul-bulaiyan, kabhi phaila samundar hai Mumbai ... pal pal kachole badalti jhole ka pitara hai Mumbai ... sapno bhari aankhon ka, beghar banjaron ka, mohabbat ke maaron ka aasra hai Mumbai ... kabhi sangdil toh kabhi humdil ... pairon mein chakkar dale har pal daudti hai Mumbai ... maano toh maya nagri, na maano toh patthar ka shehar hai Mumbai
Prem Chopra
Yeh shehar jitna zameen ke upar hai na ... utna hi zameen ke neeche hai
Sagarika Ghatge
Bijnor mein gunda pakda gaya ... hairan hoon is daur mein gunda pakda gaya
Mohan Choti
Choona jamke padna chahiye, chahe paan ho Banaras ya Kolkate ka ... saboot tagda hona chahiye, chahe thank you bolna pade kisi bhi ullu de pathe da
Sanjay Dutt
Abhe Chambal ghaati se bagaye hue C-grade ke daku!
Tiku Talsania
(Tum kya tofha dogi mujhe?) ... Delhi ka dil, Mumbai ki mohabbat, Chennai ki chahat aur Punjab ka pyar
Esha Deol
Is shehar ko yeh malum nahi ki pada kisse paala hai ... Barkhi ko mil gayi chutti, ab yeh shehar badalne waala hai
Konkona Sen Sharma
America jis galeban mein phool daalta hai ... Russia jis galeban mein haar daalta hai ... tumne us galeban pe haath daala?
Govinda
Yeh maut ka shehar hai ... is shehar ki galiyon mein andhera hi andhera hai
Dharmendra
Maut aur Mumbai se koi lautke nahi aata
Unknown
Paris mein pyar karna aasaan hai ... par pyar paana bahut mushkil
Everybody is somebody in Delhi ... nobody is a nobody
Rani Mukherjee
Yeh sala shehar jitna humein deta hai, usse kahin zyada hamari leta hai
Kab tak chupegi kairi patton ki aad mein ... kabhi na kabhi toh aayegi Bhendi Bazaar mein
Maarenge kaan mein, giroge Japan mein
Hrithik Roshan
Kabhi hasta nahi, kabhi rota nahi ... yeh shehar awara kabhi sota nahi
Dilli dil walon ki hai ... aur Mumbai sabki
Ritesh Deshmukh
Bombay ki public ko nahi jaanti hai aap ... maar maarke design badal deti hai
Saif Ali Khan
Is shehar mein jab roshni ki aadat padh jaye na ... toh andheron se darr lagne lagta hai
Darshan Jariwala
Khemgadh ka cheetah hoon ... shikaar par hi jeeta hoon
Mukul Dev
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory