Daru badi kutti cheez hoti hai ... dosti mein pilao toh yaar deti hai ... dushmani mein pilao toh maar deti hai
Is shaam ka koi nahi hai jawaab ... jab saamne behta ho shabaab ... aur apne haathon se pilaye sharaab
Khemgadh ka cheetah hoon ... shikaar par hi jeeta hoon
Zindagi ek jung agar patni sang hai ... Sita se pyar kiya toh Ram ban gaye ... Radha se pyar kiya toh Shyam ban gaye ... aur joh kataiy zabardasti ka pyar kiya toh bhootni ke Asaram ban gaye
Jahan meri maa nahi ... wahan mera bhagwan nahi
Kitna pyar hai tumhari aankhon mein ... jin mein wafaa ki jhalak nazar aati hai ... jin mein dokhe ka zehar nahi, pyar ka amrit hai
Chori se liya gaya chumma ... zindagi ki sabse haseen cheez hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory