Jisne Paris mein mohabbat nahi ki ... woh duniya mein kahin nahi kar sakta
Unknown
Hum chote shehar ke log ... kabhi kabhi bade shehar ki chakachand roshni mein apna raasta kho baithte hai
Anupam Kher
Saand, seedi, sanyasi ... jinse bacho toh bhogo Kaashi
Kaun kehta hai qayamat aayegi sab mar jayenge ... hum Bihari hoon pedh pe chad jayenge
Delhi shehar mein mard abhi bhi abla hai ... uska kabhi bhi bajh sakta tabla hai
Vrajesh Hirjee
Kamaal ka country hai America ... hum powder lagate hai aur woh powder khate hai
Tiku Talsania
Aadmi ke vichaar aur harkaton ka shehar ya jungle se koi sambandh nahi hota ... aur na hi ameeri gareebi se koi vasta
Bobby Deol
Mumbai shehar ki har bimaari hum mein dekh kar bhaag jati hai
Gujaratiyon ke DNA mein hi ek aisi dadagiri hai ... ki jahan bhi jaaye, Manhattan ho ya Mumbai ... portable Gujarat saath mein le hi jaate hai
Mumbai ki yahi problem hai ... aadmi koode ki jagah par behatta hai ... aur kooda aadmi ki jagah pe
Prem Chopra
Tere honthon ka kaala til joh nashtar bankar chubta hai ... karoon kurbaan Samarkandon Bukhara iske badle mein
Nana Patekar
Kauva agar Kashi bhi ho aaye toh bhi "kav-kav" hi karega ... "Ram-Ram" nahi
Amitabh Bachchan
Lambe lambe baal Bengal ke, sudol jism UP ka, gora rang Kashmir ka, kali kali aankhen Madras ki ... aaisa lagta hai jaisa pura Hindustan ek hi soorat mein sama gaya ho
Asrani
Yeh woh shehar hai jahan sasta khoon aur mehanga pani hai ... apni pyaas bhujane ka hai toh apne aasoon se bhuja ... aasoon pee aur jee
Ishrat Ali
Jaldi mein woh chala kaha na goodbye ... ticket lekin gira gaya, ja raha hai Dubai
Vijay Maurya
Taar is majnoon ka aaya mujhe Holland se ... Sonia ji sair karke aa gayi England se
Deven Verma
Court ka ghar mein deri hai ... magar Bandra aur Andheri nahi
Govinda
Main tum bin adhoora, jaise namak bin daal ... daal bin bhat, bhat bin Bengal
Kishore Kumar
Ek doonga rakhke mooh pe ... soo jayega Juhu pe
Agar Bengal Pakistan ko de doge, toh kya Bengali sangeet, Bengali basha, Bengali khane ko bhi de doge ... Bengal ko maaroge toh Bharat, Bharat nahi rahega ... zameen ka tukda nahi, India ka lighthouse hai Bengal
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory