Maut, mausam, machchar aur mantri ka kya bharosa
Manoj Joshi
Tumne samundar ko lalkaara hai ... ab aaisa toofan aayega, aaisa sailaab uthega ... ki tumhara ishq, jispar tumhe bahut naaz hai ... tinke ki tarah beh jayega, tabah ho jayega, fanaa ho jayega
Sadashiv Amrapurkar
Tujhe Pavan-putra ka vardaan hai ... unka diya hua dhanush baan hai ... teri raksha ke liye toofan hai
Unknown
Ek umeed kahi rang se lehrai hai ... dil mein aayi hai toh duniya mein bahaar aayi hai
Jab pehli baar usse mulaqat hogi ... saari duniya reh jayegi sookhi lekin tere sar par halki halki barsaat hogi
Ram Kapoor
Pyar kabhi kabhi door hoke bhi itna paas hota hai ... aur kabhi paas hoke bhi kitna door ki mann usse dekhne ke liye itna tarasta hai jaise ... tapta reghistan baarish ki pehli boond ko tarasta hai ... kabhi bhaad ki tarah aata hai toh sab kuch baha le jaata hai ... kabhi os bankar girta hai, sab toot jaata hai ... par pyaas nahi bhujti ... aaisa anokha hota hai pyar
Abhishek Bachchan
Lamhon ko toh guzarna hoga, aandhi ko toh chalna hoga ... main ek khayal hoon mujhe jaane do, khayal ka haath kaun pakadta hai
Preity Zinta
Mere andhar joh toofan uth raha hai is waqt ... jee chahta hai duniya ke saare diye bhuja doon ... mere dil ke andhar joh chitta jal rahi hai is waqt ... usmein sirf tumhari hi nahi, iski laash bhi chahiye
Shatrughan Sinha
Jaane kya badalon ke darmiyan saazish hui ... uska ghar mitti ka tha, uske hi ghar baarish hui
Sonu Walia
Aaj is bhatakti khushboo ko thikana de do ... main agar baarish hoon toh tumpe toot jaane ki izaazat de do
Gurmeet Choudhary
Hamere baad mehfil mein afsane bayan honge ... baharen humko dhoondengi, na jaane hum kahan honge
Nana Patekar
Jin toofano mein tum jaiso ke jhopde udh jaaya karte hai ... hum unhi toofano mein apne kapde sukaya karte hai
Himesh Reshammiya
Aandhi aaye ki toofan koi gham nahi ... hai yahi aakhri imtihaan saathiyon
Amitabh Bachchan
Aukaad kya hai tum jaise tinke ki, aandhi toofan ke bhi rukh modh diye jaate hai ... jin mein ho jaata hai andaaz-e-khudai pehda, humne dekha hai ki woh bhut todh diye jaate hai
Raza Murad
Pati patni ki narazgi garmiyon ki barsaat ki tarah hoti hai ... joh hamesha nahi rehti
Asrani
Toofan kisi waqt ka mohtaj nahi hota ... unka toh jab mann kiya aaye aur tabahi machakar chale gaye
Gurmeet Ram Rahim Singh
Saawan ki raaton mein aaisa bhi hota hai ... raahi koi bhoola hua, toofano mein khoya hua, raah pe aa jaata hai ... aaisa bhi hota hai
Shashi Kapoor
Haai gul-e-gulzar, jaan-e-bahar ... vaise kaafi ho vazandar
Kader Khan
Na jaane badalon ke darmiyan kaisi saazish hui ... mera ghar mitti ka tha, mere hi ghar baarish hui
Ravi Kishan
Jisse barfo mein ice-cream khane ka shauk ho ... usse sardi nahi lagti
Jeetendra
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory