Woh aayega aur zaroor aayega ... aur apne saath lekar aayega apne kahar ka toofan ... apne khroad ki aandhi
Sushma Seth
Nobody is virgin in this world ... yahan tak ki kudrat bhi virgin nahi hai ... updar baadal ek doosre se chhedkhani karte hai ... neeche hum bheeg jaate hai ... kehte hai baarish ho gayi
Nana Patekar
Gulon mein rang bhare baad-e-naubahar chale ... chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale
Raj Babbar
Bulbul se, aashiyan se, na sayyaad se gila ... kismat mein qaid thi likhi fasl-e-bahar mein
Shatrughan Sinha
Ek mahine se toh hai sookha, na jaane kahan saavan ki chhadi hai ... andar khatiya padi hai, bahar khatiya khadi hai
Fardeen Khan
Toofan kabhi kabhi apne saath sailaab lata hai ... aur sailaab se uthe hue bhanwar bahut khatarnak ho sakte hai
Unknown
Azaadi utni hi achchi hai, jitni ki patang udhane ke liye hawa ... zyada hawa se patang ki dor toot jaati hai aur woh hichkole khate hue kahin ghum ho jaati hai
Shreeram Lagoo
Mere liye tum aaise badal ho ... main ek din pyar se mar jaongi, lekin tum mere pyar ke aangan mein kabhi nahi barsoge
Jaya Prada
Mausam banata hai parmeshwar ... usse badalta hai Rajeshwar
Gulshan Grover
Yeh chehre ki rangat gulabi gulabi ... yeh mausam ki halat sharabi sharabi ... mera dil machalke keh raha hai ... something, something, something, something
Saif Ali Khan
Aapke shehar ka mausam bada suhana lage ... ek lamha chura loon agar bura na lage
Prem Chopra
Woh toofan hi kya joh jaan na lele ... aur woh jaan hi kya joh toofan se darr jaye
Mausam baimaan hai, nasha barsa raha hai ... tumse dil lagane ko jee chah raha hai
Bhala kya mel hai mera tumhare saath huzoor ... yahan pe bijli, toh haddi yahan par atki hai
Swara Bhaskar
Kaun kambhakt hai joh sharaab peeta hai ... hum toh peete hai ki is bhayanak thand ko bardaash kar sake
Samundar tabhi tak samundar hai jab tak woh khamosh rehta hai ... aur jab uski khamoshi tootti hai toh woh toofan ban jaata hai
Yeh toofan toh soo raha tha aman ke badalon ko apna takiya banakar ... isse jagaya bhi tumne hai aur uthaya bhi tumne
Dharmendra
Mausam bhoole nahi jaate ... yaad taaza karne baar baar aate rehte hai ... kabhi zakhmo ko bharne toh kabhi zakhmo ko gehra karne
Shafi Inamdar
Mohabbat mein chirag-e-gul zamane ki hawa thandi ... chahe jitni bhi aag jale ishq ki, hawa thandi ki thandi
Asrani
Lipat jaate hai woh bijli ki darr se ... ilahi yeh ghata do din toh barse
Manoj Kumar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory