Har prem kahani us din shuru hoti hai jab do log milte hai ... aur khatam tab hoti hai jab woh bichadte hai
Raghav blind khelta hai ... saamne waale ko double aana padta hai
Holi utni hi khelo jitna gulaal ho ... aur namak halaali karte karte na khud halaal ho
Aap hum mein support kariye, hum visphot karenge
Yahan par koi halka nahi mootta
Agar hamare intezaar ki ghadi guzhar gayi ... toh tumhare guzharne ki ghadi ka intezaar tumhe nahi karna hoga
Desh do hi log chalate hai ... mahatma aur Gandhi ... mahatma woh jinke gunahon ka koi saboot na ho
Joh maza Banaras mein ... woh Paris mein na Far East mein
Four things are very famous in Banaras ... Banaras ka Ganga, Banaras ka panda, Banaras ka paan aur Banaras ka zabaan
Na jaane badalon ke darmiyan kaisi saazish hui ... mera ghar mitti ka tha, mere hi ghar baarish hui
Mukar jaane ka qatil ne achcha bahana dhoond nikala hai ... har ek se poochta hai ... isko kisne maar daala hai?
Guzra hua waqt aur guzra hua aadmi ... doobara wapas laut kar nahi aate
Media, maaldaaron se aur babaon se ... jitna door rahe utna hi acha hai
Yeh dhai kilo haath nahi, sade-teen kilo ka haath hai ... yeh jispar padta hai na ... woh uthta nahi, uth hi jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory