Tumhe har haal mein guzre huye kal aur guzre huye pal ko bhoolna hoga
Ameesha Patel
Jab tum paas hoti ho toh waqt kitni jaldi guzar jaata hai ... aur jab tum nahi hoti ho toh waqt kaate nahi kat'ta
Vivek Mushran
Uski ghadi mein har waqt sadhe chhe hi bajhe rehte hai
Ritesh Deshmukh
Paise kamane ke do tareeke hai ... ek toh zabardast mehnat, lekin uske liye bahut samay ka intezar karna padta hai ... aur doosra bagair mehnat ke insaan amir ban sakta hai, lekin uske liye hausle ki zaroorat hai
Ashok Kumar
Jab bhi hum mein lagta hai ki hamare paas koi rasta nahi hai ... toh us waqt bhi hamare paas koi na koi rasta zaroor hota hai
Kunal Khemu
Kabhi kabhi faisle sahi hote hai lekin ... unhe batane ka waqt haath se nikal jaata hai
Om Puri
Barah aur char ke beech mard chutya jaata hai ... over commit karta hai, senti ho jaata hai, rote dhote kahin bhi mooh maar leta hai ... basically dimag se nahi patloon se soochne lagta hai
Saif Ali Khan
Maut ka koi waqt nahi hota hai
Unknown
Ameeron ke joh kutte hote hai na, woh kabhi bhaukte nahi hai ... aur jab woh bhaukna shuru karde toh samjho ki unko time khatam ho gaya
Shakti Kapoor
Zindagi ki har ghadi aakhri ghadi hoti hai ... aur har saans aakhri saans hota hai
Ramayan Tiwari
Mohabbat junoon hai ... na jagah dekhti hai, na waqt ... yeh toh bas deedar chahti hai
Zulfi Syed
Sankat ke samay toh savdhani hi sabse bada dharm hai
Harish Patel
Atithi woh prani hota hai ... jiske na aane ki tithi hoti hai, na jaane ki
Duniya mein har successful aadmi ka saath ek na ek din success ne zaroor choda hai ... chahe woh umar ke vajeh se ho ya time ke vajeh se
Ghulami na karne ki azaadi, ek din, ek ghante, ek minute, ek pal ke liye bhi bahut hi keemti hai
Main samay hoon ... main dard nahi, dawa bhi nahi ... main khuda nahi, duaa bhi nahi ... yaaron mujhse darna nahi ... aur waqt se pehle kabhi marna nahi
Krishna Abhishek
Waqt ek parinda hai ... aur woh us hi ke saath hai joh zinda hai
Meri aadhi zindagi Mumbai ke roads pe kat'ti hai ... average commuting time Mumbai Dubai ki flight se zyada ... aur turbulence full
Sonakshi Sinha
Waqt ki keemat nahi lagate ... kadar karte hai
Sharman Joshi
Zindagi us bewafaa aurat ki tarah hai ... joh bure waqt mein apne pati ka saath chhod deti hai
Anupam Kher
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory