Us waqt par joh maine sahi samjha maine kiya ... lekin aaj joh hone ja raha hai woh bilkul galat hai
John Abraham
Waqt ke saath saath aadmi thoda bahut zaroor badalna chahiye ... varna waqt burra maan jaata hai
Aruna Irani
Maut apni jagah aur waqt likhakar aati hai
Amrish Puri
Agar hamare intezaar ki ghadi guzhar gayi ... toh tumhare guzharne ki ghadi ka intezaar tumhe nahi karna hoga
Ravi Kishan
Jab jab jo jo hona hai, tab tab so so hota hai
Unknown
Kuch log joh sochte hai usse paate hai ... aur kuch aise loser hote hai joh sirf apna waqt ganwate hai
Shakti Kapoor
Ajeeb waqt mohabbat mein aaye jaate hai ... woh hum mein aur hum un mein samaye jaate hai
Joy Mukherjee
Waqt aane de bata denge tujhe aasmaan ... hum abhi se kya batayein kya hamare dil mein hai
Hai Ram kya waqt aa gaya hai ... maa ki shiksha ka amrut bhi beti ko zehar lag raha hai
Lalita Pawar
Jitna talk time hai utna bol
Sanjay Dutt
Is game mein timing sahi honi chahiye
Hamare desh mein chahe peene ka pani, bijli, gutter, sadak, sarkari busen, safai, sachai, salika aur samay ki keemat kuch na ho ... par businessmen zaroor hai
Joh kaal ke saath badal jaaye woh akaal hi kaisa
Saif Ali Khan
Aashiq aur waqt ki badi hi dushmani hai ... jab insaan aashiq ban jaata hai toh waqt kat'ta nahi hai
Bure waqt se badi khatarnak koi cheez nahi hai is duniya mein
Jackie Shroff
Mujhse takkar lekar sirf do kisam ke log bach sakte hai ... ek woh jinka dil sacha ho ... doosra woh jinka waqt acha ho
Amitabh Bachchan
Shaadi ek mango ki tarah hoti hai ... waqt se pehle pak jaye toh baad mein ras ke bajaye aachaar banana padta hai
Ayesha Takia
Waqt aane par na dushman ko chhodna chahiye ... na saanp ko dekhkar laathi ko todna chahiye
Utpal Dutt
Pasand cheez hi aaisi hai joh waqt ke saath badal jaati hai ... lekin pyar kabhi nahi badalta
Farida Jalal
Roman kanoon faulad ki tarah sakht aur waqt ki tarah atal hai
Nazir Hussain
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory