Joh duniya ko namumkin lage ... wahi mauka hota hai ... kartab dikhane ka
Jahan 'kh' se khush hokar jeena chahiye wahan 'kh' se itne khamosh baithe ho ... arre 'kh' se itne khoye khoye ho ... ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho
Kabhi kabhi kismat maut se pehle pahunch jaati hai
Nazuk ladkiyan dadagiri karte huye achchi nahi lagti
Yeh toh 'sh' se shayari ho gayi
Khaas samay par khaas kaam ke liye khaas insaan ko dhoond lena meri khaasiyat hai
Itni si umar aur itne jurm?
Janwaro pe bharosa kiya ja sakta hai ... insaano par nahi
The more you sweat in peace ... the less you bleed in war
Is vardi ka rang khaki kis liye hai pata hai? ... kyun ki yeh rang us mitti ka bhi hai jis mein har policewaala milne ke liye bhi aur milaane ke liye bhi tayar hai
Shikaar ka mazaa tabhi aata hai ... jab woh jald se pakad mein na aaye
Khoobsurati woh nahi hoti joh aaine mein dikhai de ... khoobsurati woh hoti hai joh aaine mein nazar na aaye
Tum hamesha jeetne waale ghodhe par hi paisa lagate ho ... aur main jis ghodhe par paisa lagata hoon ... usse jeetna hi padta hai
Pyar amrit hota hai agar safal hua toh ... nahi toh wohi pyar zehar ban jaata hai
Love is not heart of life ... it is only part of life
Aatank ka woh bazaar lagaonga ki charo taraf hamare barood honge
Tune bahut badi bhool ki hai ... jiska afsoos karne ke liye tu zinda nahi rahega
Duniya mein yun aana, duniya se yun jaana ... aao toh le aana, jao toh de jaana ... yaadein, yaadein, yaadein
Har khalnayak mein ek nayak chupa hua hota hai
Insaan ki achchai aur burai ... ameeri aur gareebi ke palhade mein toli jaati hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory