Kali dekhi thi, ab gulzar hai tu ... churi dekhi thi, ab talwar hai tu
Ashok Kumar
Sanwaar nok palak aabruon mein kham karde ... gire pade huye lafzon ko mohtaram karde
Naseeruddin Shah
Is aurat ke mann mein chupa hai paap ... bachche ka woh padosi hai baap
Arun Bakshi
Ab ishq waalon ki duniya hogi tehas-nehas ... jab ghar ghar pahunchega yeh MMS
Rajpal Yadav
Uda de neend aankhon ki kahani usko kehte hai ... jalakar khaak kar dale jawani usse kehte hai
Unknown
Yeh ahtiyad zaroori nahi sabhi ke liye ... ghadi ghadi ki khabar rakhna, do ghadi ke liye
Dino Morea
Koi kabil ho toh hum shaan-e-watan dete hai ... dhoondne waalon ko duniya bhi nayi dete hai
Raaj Kumar
Sheeshi bhari gulaab ki koi yunhi todta nahi ... patthar mein bhi dil hai koi kyun dhoondta nahi
Vir Das
Tumne sar par isse chadaya tha, tumne itna kiya hai isko kharab ... tumhi har baat iski sunte the, tumhi dena biradari ko jawab
Rangeen zamana hai mausam suhana hai, chhodo bhi ab yeh sharam ... nazarein joh karti hai nazaron se baatein, chal woh karen baat hum
Sudhir
Aap hamare dil ke Taj Mahal mein aa sakte hai ... aur uske kisi bhi kone mein khade rehke tasveer khicha sakte hai
Arshad Warsi
Santra kabhi sakht nahi hota ... aur Batla ke dushman ke pass waqt nahi hota
Manoj Pahwa
Mohabbat mitt nahi sakti zamaane ke sataane se ... ke suraj bhuj nahi sakta paani mein dubaane se
Kader Khan
Humne dekhe hai bahut baatein banane waale ... baatein waale toh janaab kaam kidhar karte hai ... woh joh dekhe hi nahi toofan uthate sagar ... woh kya khaak samundar mein safar karte hai
Dard ne kuch aisa mujhe jinjoda, ki woh gali, woh mahulla, woh shehar chhoot gaya ... khatta yeh huyi ke toda ek masoom sa dil ... saza yeh mili ke rishta sabhi se toot gaya
Bade ehtiyaad se rafta-rafta nikaalna hai ... bacha hai joh tujh mein mera hissa nikaalna hai ... nikaal laya hoon pinjre se ek parinda ... ab us parinde ke dil se pinjra nikaalna hai
Vijay Varma
Jahan dekho ishq ke bimaar baithe hai ... lakhon mar gaye, saikadon taiyaar baithe hai
Shakti Kapoor
Jab jab is dharti pe Sita haran karne ke liye koi Ravan aayega ... tab tab Ram ka saath dene ke liye yeh Hanuman aayega
Sheeshi bhari gulaab ki patthar pe todh dein ... aisi gharwali mil jaaye na toh baharwali chhod dein
Tere liye kaam karte karte logon ka paseena nikla ... aur tu toh bahut bada kameena nikla ... tune toh bola tha tu izzat dega ... lekin kya pata tha tu saala hamari bhi le lega
Paresh Rawal
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory