Is jahaan mein aaye ho toh kuch aaisa karo kadardaan ... ke jis gali se guzro toh awaaz aaye, abbajaan abbajaan
Sanjay Dutt
Ghis jaonga, pitt jaonga ... ek baar haan kehdo, tumhare pyar mein mitt jaonga
Bobby Deol
Tairna hai toh samundar mein tairo, talaabo mein kya rakha hai ... aur joh ishq karna hai toh mujhse karo, janaaniyo mein kya rakha hai
Sanjay Mishra
Tumne sar par isse chadaya tha, tumne itna kiya hai isko kharab ... tumhi har baat iski sunte the, tumhi dena biradari ko jawab
Unknown
Santra kabhi sakht nahi hota ... aur Batla ke dushman ke pass waqt nahi hota
Manoj Pahwa
Khamosh kyun hai zameen aasman ... kya curfew lag gaya hai meri jaan?
Jinko aata tha gussa kutte pe kabhi ... unko kutte pe pyar aata hai abhi
Mushtaq Khan
Haathi, ghode, top, talwarein, fauj toh teri saari hai ... par zanjeer mein jakda raja mera ab bhi sab pe bhaari hai
Jalte khwaabon ki lapton se ek diya jalana hai ... ek zakhm hi khakar mujhko ek zakhm bhulana hai ... saath nibhana pad jaye itna koi majboor nahi hai ... khol diya dil ka darwaza, jaao jisko jana hai
Arre made in China Mastani ... teri masti main nikalta hoon ... dikha na paaye face kisi ko ... teri naak abhi main kaat'ta hoon
Tareef kya karoon main aapki, words nahi milte ... itne kam budget mein aise honhar balak nahi milte
Shakti Kapoor
Apni chaukhat ka chirag jale na jale ... yaaron ka aashiyan roshan rahe
Jimmy Shergill
Hai tere saath meri wafa, main nahi toh kya ... zinda rahega pyar mera, main nahi toh kya
Priya Rajvansh
Rooh ko dard mila, dard ko aankhen na mili ... tujhko mehsoos kiya hai, tujhe dekha toh nahi ... dard ki raah se guzre toh zamana jaane ... aap ka mujhse, mera aap se rishta kya hai
Hema Malini
Sarkari sadak hai yeh tera ghar toh nahi hai ... hum kyun na kare ishq, tera darr toh nahi hai
Dharmendra
Koi hawa toh chale, koi patta toh hile ... kaun hai apna kuch pata toh chale
Shreyas Talpade
Himmat-e-marda toh madad-e-khuda ... aur inko de mila, na kar juda
Johnny Walker
Deewane se deewangi ka sabak na poochna ... woh khud nahi jaanta ki woh deewana kyun hai
Naseeruddin Shah
Aaj se har saans aapki ghulam hogi, har pal aapko salaam hoga ... niklega jab dum mera, toh zuban pe bas aap hi ka naam hoga
Zikr us parivash ka aur bayan apna ... ban gaya raqeeb aakhir tha joh razdan apna
Rakesh Bedi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory