Pyar mein dara nahi jaata ... pyar mein toh kuch kara jaata hai
Govinda
Rajasthan mein oonth chalta hai par kisi ka jhoot nahi chalta
Jab jab is dharti pe Sita haran karne ke liye koi Ravan aayega ... tab tab Ram ka saath dene ke liye yeh Hanuman aayega
Shakti Kapoor
Manne erotic kahani aur sharmati jawani ... ghani bhave hai
Sharam toh stree ka gehna hai ... tabhi toh tune yeh sab pehna hai
Yeh kaisi ghatna ghat rahi hai ... bina karan phat rahi hai
Tum log barsaat ke un kaale badalon ki tarah ho joh ekkhatta ho jaye toh suraj ko bhi dhak dete hai ... lekin kataye baarish ho jaye, dhuaan ho jaoge ... suraj toh yahin rahega
Yeh post bahut hi badi hai ... kyun ki yeh management aur staff ke beech ki kadi hai
Naari nahi toh nar nahi ... aurat nahi toh ghar nahi
Unknown
Umar toh kasrat karne ki hoti hai ... hasrat karne ki nahi hoti hai ... aazmana hai toh ab bhi aazma sakti hai ... aur shamma jab tak bhujti nahi aag laga sakti hai
Umar aur mohabbat ka toh choli daman ka saath hove hai ... umar rangeen ho jave hai toh mohabbat namkeen ho jave hai
Gharon ki khidki ho, parde ho ya gate ho ... ya phir shaadi ki date ho ... maare se pooche sivay fix nahi hoti hai
Jin gharon ki dehleez pe bahut shor hota hai ... unka charcha har ore hota hai
Bachon ke liye toy aur jawan ke liye enjoy ... must hai
Tere husn ki laali mane deewana bana rahi hai ... jahan dekh raha hoon tu hi tu nazar aa rahi hai
I don't know what is this funda ... once my heart was so thanda ... jab paas aayi yeh hottie ... now love is god, I am uska banda
Yeh mahal rahega, qila rahega ... iska naada dheela rahega ... yeh raja rangeela kal bhi tha, yeh raja rangeela aaj bhi hai, yeh raja rangeela kal bhi rahega
Classical song aur staff ki maang ... sun'na chahiye
Nazaron ke ojhal bhai aur pardesi ki lugaai ... kabhi bhi bhigad sakte hai
Din mein vaade karte hai, raat mein jagte hai ... darr yeh hai ke aapke iraade mujhe nek nahi lagte hai
Gas ke cylinder mein aur unke calendar mein ... dono mein aag hi aag hove hai
Without ticket passenger hamesha dara dara sa lagta hai ... saawan ke andhe ko charon taraf hara hara sa lagta hai
Zabardasti ka pyar aur khatirdari ka udhaar nahi rakhna chahiye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory