Woh dekh-dekh hum mein jeete hai ... hum dekh-dekh unhe peete hai ... yeh meri zaar ka nada nahi hai doston ... mere phatte jooton ke beete hai
Unknown
Mashooq mere saath hai, boat mere haath hai ... dil mein armaan hai, jigar mein toofan hai
Rajendra Nath
Tu bola main bada main bada main bada ... sara shehar mere lafde mein pada ... main poochon tu kaika bada ... tu toh ladki dene ke liye mere peeche pada
Govinda
Is jahaan mein aaye ho toh kuch aaisa karo kadardaan ... ke jis gali se guzro toh awaaz aaye, abbajaan abbajaan
Sanjay Dutt
Ghis jaonga, pitt jaonga ... ek baar haan kehdo, tumhare pyar mein mitt jaonga
Bobby Deol
Tairna hai toh samundar mein tairo, talaabo mein kya rakha hai ... aur joh ishq karna hai toh mujhse karo, janaaniyo mein kya rakha hai
Sanjay Mishra
Khamosh kyun hai zameen aasman ... kya curfew lag gaya hai meri jaan?
Jinko aata tha gussa kutte pe kabhi ... unko kutte pe pyar aata hai abhi
Mushtaq Khan
Baarish ki chand boondein padhi toh, machi is tarah dhoom ... sabi jawan dil, sabi haseen dil gaye nashe mein jhoom
Kader Khan
Main dadaon ka dada hoon aur gundo ka gunda hoon ... yeh sansar meri dharti aur main iska jhanda hoon
Anupam Kher
Jabse huyi hai shaadi, aasoon baha raha hoon ... aafat gale padi hai, usko nibha raha hoon
Paintal
Mere barbaad ghar mein tune kyun mashaal jalayi thi ... meri tareek raaton mein ujala banke aayi thi
Jeevan
Rakh liya kaleja chaaku ki dhaar par ... uff kaise jiye, aa gaya dil Sardar par
Mrunal Thakur
Arre made in China Mastani ... teri masti main nikalta hoon ... dikha na paaye face kisi ko ... teri naak abhi main kaat'ta hoon
Tareef kya karoon main aapki, words nahi milte ... itne kam budget mein aise honhar balak nahi milte
Shakti Kapoor
Mat samajhna ki haath dikhage rok lega BST hoon ... main tera khoon choos loonga EST hoon
Aap mein ek kehto gadbadi hai ... har baat mein aapko bahute hadbadi hai ... bhole hai, raseele hai, chabeele bhi hai ... par langot ke babuji, aap bahute dheele hai
Swara Bhaskar
Hai tere saath meri wafa, main nahi toh kya ... zinda rahega pyar mera, main nahi toh kya
Priya Rajvansh
Aaye hai toh jayenge ... raja, runk, fakeer ... ek sinhasan chhad chale ... duja bandhe zanjeer
Annu Kapoor
Rooh ko dard mila, dard ko aankhen na mili ... tujhko mehsoos kiya hai, tujhe dekha toh nahi ... dard ki raah se guzre toh zamana jaane ... aap ka mujhse, mera aap se rishta kya hai
Hema Malini
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory