Hum mein bhi aa padha hai doston se kaam kuch yaani ... hamare doston ke bewafaa hone ka waqt aaya
Ranjeet
Ek ladka, ek ladki, chota sa ghar pyara pyara ... yahi sandesh de raha hai desh hamara
Anil Dhawan
Hawa tezz ho toh stir vriksha bhi hilta hai ... yahan joh sarva sreshta hai, wohi tikta hai
Amole Gupte
Main chala, main chala kabhi is dagar kabhi us dagar ... saath mere chale zindagi ka safar
Unknown
Bheek maange se aadmi zaleel aur zaar hota hai ... aur nikal jaye jis phool se khushbo, woh phool bekaar hota hai
Govinda
Kahin sher aur nagma bankar, kahin aasoonyon mein dhalkar ... woh mile mujhe toh e-dil, kahin sooratein badalkar
Manoj Kumar
Saj gaye hum lute hue sajinda jaise behte hai ... aur yaar gaye magar hum besharam zinda jaise behte hai
Piyush Mishra
Abhi aaye, abhi behte, abhi daaman sambhala hai ... tumhari aulad bhi kya yaad karegi, ki chacha ne kya dum nikala hai
Kader Khan
Maut se kya darna, usse toh aana hai ... do din ki hai zindagi, hum mein apna farz nibhana hai
Pradeep Rawat
Joh bhi pyar se mila hum us hi ke ho liye ... jahan par khatiya mili hum wahin pe soo liye
Shakti Kapoor
Usse dekhte hi dil mein sainkado ghantiya Dolby Digital mein bhajne lagi baar baar ... mil gaya mujhe mera life long pyar
Omi Vaidya
Maut se kiski rishtedari hai ... kabhi na kabhi meri, lekin kal teri baari hai
Prakash Raj
Sharma gaye, lajja gaye, daaman chhuda gaye ... aye ishq marhaba, woh yahan tak toh aa gaye
Aurat jab ho jaye khunkhar ... kha jaye sari duniya maare na dhakaar
Vipin Sharma
Pehle tere maathe par hai maut ka sehra sajne waala ... phir meri gundagardi ka hai dunka bajne waala
Mukesh Rishi
Dard ne kuch aisa mujhe jinjoda, ki woh gali, woh mahulla, woh shehar chhoot gaya ... khatta yeh huyi ke toda ek masoom sa dil ... saza yeh mili ke rishta sabhi se toot gaya
Naseeruddin Shah
Bade ehtiyaad se rafta-rafta nikaalna hai ... bacha hai joh tujh mein mera hissa nikaalna hai ... nikaal laya hoon pinjre se ek parinda ... ab us parinde ke dil se pinjra nikaalna hai
Vijay Varma
Le liya jugnuo taaro se karza maine ... magar apne chaand ko hargiz nahi kharcha maine
Ya khuda teri adalat mein meri ek zamanat rakhna ... main rahoon ya na rahoon, mere Hindustan ko salamat rakhna
Nora Fatehi
Dost harami ho toh aata hai maza ... aur premi harami ho toh jeevan ban jaye saza
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory