Aaj ke zamane mein mard hona hi ek tragedy hai, tragedy ... apne mummy ke saamne wife se pyar se baat karo toh joru ka ghulam ... wife ke saamne mummy se pyar se baat karo toh maa ke pallu se banda hua ... apne bachon ko maaro toh nirdayi ... aur kuch na kaho toh laparwah ... poore din ghar ke bahar raho toh aawara .. ghar ke andar behto toh naakara ... apni Mrs. se job na karao toh shakki ... aur karvao toh biwi ki kamai khane wala ... yehi ladies ko by mistake haath bhi lag jaye toh hum zalim ... aur yehi ladies apunko peete toh hum nalle
Anil Kapoor
Baap, bhai, beta, shohar ... Begum Jaan ki chaukhat ke us paar hard mard murgha hota hai ... teen taangon wala murgha
Vidya Balan
Aurat ke liye mard woh hota hai joh jaanta hai ki woh mard hai ... woh nahi jisse apni chaddi ke andar ki cheez par vishvas kam ho ... aur usse cheek cheekar duniya ko batana pade ... ki main mard hoon, main mard hoon, main mard hoon
Kareena Kapoor
Mard agar kutta hai ... toh uski sooch kutte ki dum hai ... change hi nahi hoti
Ayushmann Khurrana
Shaadi woh keemat hai joh ek aadmi sex ke liye chukata hai ... sex woh keemat hai joh ek aurat shaadi ke liye chukati hai
Amitabh Bachchan
Mard ke bachche aurat ke daaman se nahi ... sher ke panjo se khela karte hai
Shatrughan Sinha
Alpha males ke beech mein agar ek ambitious woman ko apni jagah banani hai na ... toh thoda bahut alpha woman banna parta hai
Chitrangada Singh
Dholak toh hijre bajate hain ... aur jab mard bajane par aata hai ... toh dunka bajata hai
Mithun Chakraborty
Half hour man bleeding like woman ... they straight dying
Akshay Kumar
Ek aurat ki tarah ... mard ka bhi ek hi gehna hota hai
Ritesh Deshmukh
Aaj kal ke launde sab ek jaise hi hai ... khana kahin, peena kahin aur jeena kahin
Rishi Kapoor
Aurat ki bewafai ko samajhna duniya ke kisi mard ke bas ki baat nahi
Indian women are like desi daru, always make you lose control ... but Indian men are like a mouse, always looking for a hole
Divya Dutta
Aurat na, saali jab chudail nikalti hai na ... aadmi ka gobar kar deti hai
Saurabh Shukla
Mard woh nahi hota jise dard nahi hota ... mard woh hota hai joh na kisi ko dard deta hai, na dene deta hai
Ladke ki kaathi ... kaathi pe ghoda ... ghode ki bum mein joh maara hathoda
Suresh Menon
Duniya mein do cheezein infinite hai ... yeh universe aur mard ka ego
Sharman Joshi
Aurat agar apne aapko mitakar purush ke charano ki dhool ban sakti hai ... toh sataaye jaane par shool bankar uska jeena bhi haram kar sakti hai
Mumtaz
Bas yahi apradh main har baar karta hoon ... aadmi hoon aadmi se pyar karta hoon
Ajay Devgan
Mard joh hai na upar chadte hai ... aur auratein sirf upar dekhti hai
Unknown
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory