Insaan chahe janwar se mard ban gaya ho ... lekin kuch aaise mard hai joh janwar se insaan kabhi nahi ban sakte
Sameera Reddy
Thodi tondh honi chahiye ... sukhi aadmi ki nishani hai
Kiron Kher
Tum jaisi auratein mard ke bagair reh nahi sakti ... oh sorry in your case mardon ke bagair
Unknown
History uthake dekh lo, do cheezein hamesha common rahi hai ... mardon ka zamana raha hai ... auraton ne aake aafat ki hai
Emraan Hashmi
Jiske seene mein doosro ke liye dard hota hai ... asal mein wahi mard hota hai
Mard ko abaad bhi aurat karti hai aur barbaad bhi aurat karti hai
Naseeruddin Shah
Mard tayaari nahi karte ... hamesha tayaar rehte hai
Sunil Dutt
Joh mard hote hai woh apni chaati pe vaar toh seh sakte hai ... lekin doosron ki peeth par chupke vaar nahi kar sakte hai
Shatrughan Sinha
Perfect aadmi sirf kitaabon mein milte hai
Shilpa Shetty
Mard apni poori zindagi mardangi ki baatein karte hai ... par pregnancy sunte hi jaise namard ho jaate hai
Saif Ali Khan
Bata diye hai toh unki mardangi ko chhot lag jayegi ... aaise jahil hai mardangi ko sperm count se naapte hai
Swara Bhaskar
Mard ki taqat uski aankhon mein hoti hai ... lekin aurat ki taqat uski zubaan hoti hai
Mukesh Khanna
Yeh hamesha mard hi kyun milte hain hum mein ... shayar kyun nahi milte?
Mahie Gill
Mardangi dhoti aur moochon mein na hove hai ... mardangi jigar mein hove hai
Taapsee Pannu
Auraton par kabhi yakeen mat karna ... mardon ke liye woh maut hoti hai ... kubool kare toh shohar banakar maarti hai ... thukra de toh deewana banakar
Nana Patekar
Is desh ki mitti ke ghar kahi baar toote hain ... magar is desh ki mitti ka mard kabhi nahin toota hai
Govinda
Ek aurat ke liye pyar karne mein aur uska izhaar karne mein koi farak nahi hai ... lekin mardon ke liye pyar karna bahut aasaan hai, pyar ka izhaar karna bahut mushkil
Tanuja
Har successful aadmi ke peeche ek aurat ka haath hota hai ... lekin main yeh kehna chahti hoon ki ... ek kaamyab aurat ke peeche ek kaamyab aadmi ka haath hota hai
Sunny Leone
Ladki aadmi ko ganne se gudh bana deti hai
Ali Zafar
Aurat ko hathyar banakar jung ladne waala mard ... mard nahi hota
Aruna Irani
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory