(Ek mahine ka waqt hai, sirf ek mahina) ... Mahina humein gin'na aata hai sahab ... har baar saala laal karke jaata hai
Vidya Balan
Aap jise zubaan se kotha aur dimag mein randikhana soch rahe hai na ... yeh mera ghar hai, mera watan ... aur isse pehle ke koi humein yahan se hataye ... hum uske haath, pair aur jism ka woh kya kehte hai, partition kar denge
Baap, bhai, beta, shohar ... Begum Jaan ki chaukhat ke us paar hard mard murgha hota hai ... teen taangon wala murgha
Tawaif ke liye har din ek jaisa hota hai ... ek baar batti bujhi, toh sab ek
Kasai ki dukaan mein bakre ko pyar se ghaas khilana sirf ghaas khilana hota hai ... pyar nahi
Unknown
Chalti chakki dekh kar, diya kabira roye ... do paatan ke beech mein, sabit bacha na koye
Jinke sar pe rajaon ka haath hai na ... unko pyadon ki maddat ki zaroorat nahi padti
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory