Jinke apne ghar sheeshay ke hoon ... woh doosron par patthar nahi phenka karte
Raaj Kumar
Kuch galiyan, kuch ghar yaadon ki tarah hote hai ... hum mein ek pal mein hi apne paas le aate hai
Pulkit Samrat
Issi ghar mein aayegi aap ki doli ... and wishing you a very happy Holi
Supriya Pathak
Kamra ho, naukri ho ... toh heech dilwale dulhania le jayenge ... nahi toh hum aapke hain koun?
Deepika Padukone
Jaise English mein saboot ko proof kehte hai ... ghar ki chhat ko roof kehte hai ... vaise hi har language mein aap jaison ko bewakoof kehte hai
Saurabh Shukla
Hum sab kuch chhod denge ... yeh ghar, yeh duniya, yeh zindagi
Karisma Kapoor
Aapke ghar mein cockroach aata hai toh aap kya karte hai Rathore Sahab? ... aap usko paalte nahi maarte hai
Naseeruddin Shah
Jab deewaron se zyada doori dilon mein ho jaye ... toh chatt nahi tikti
Ranveer Singh
Amir aadmi pandhra minute mein apne kapde badalta hai, aadhe ghante mein apna ghar badalta hai, ek ghante mein apna dhanda badalta hai ... aur do ghante mein apni biwi badalta hai
Akshay Kumar
Apne ghar mein kutta bhi sher hota hai ... lekin sher har jagah sher hota hai
Sanjay Dutt
Jinke ghar sheeshe ke hote hai na ... woh basement mein kapde badalte hai
Mithun Chakraborty
Main roz prarthana karta hoon ... ke mere ghar bhikari aaye, mere badan mein bimari aaye ... par tu kabhi na aaye
Unknown
Woh kehte hai mera desh uska nahi, phir kyun mere ghar woh rehti hai ... woh kehte hai main us jaisa nahi, phir kyun mujh jaisi woh lagti hai
Shahrukh Khan
Ameeron se gareebon ki haddiyan toh chabayi ja sakti hai ... unke ghar ki roti nahi
Shatrughan Sinha
Is haveli mein rehne waala har insaan marega ... yeh haveli nahi maut ka ghar hai
Narendra Nath
Eent aur patthar jawab dene ke liye nahi hote ... ghar banane ke liye hote hai
Sunny Deol
Sirf ghar se bahar jaane waali aurat badchalan nahi hoti ... ghar ki baatein charon taraf bahar karne waali aurat bhi badchalan hoti hai
Khush naseeb hote hai woh bete jinke ghar mein aaisa baap pehda hota hai
Salman Khan
Yeh mera ussool hai ... main hamesha ghar mein ghus ke hi maarta hoon
Amitabh Bachchan
Aapne mujhe woh sab diya jise bazar se khareed ke ek ghar mein sajaya ja sakta hai ... magar woh sukh kabhi nahi diya jise ek dil mein sajaya ja sake
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory