Main apne mulk ko apna ghar samajhta hoon
Aamir Khan
Apne ghar ko aabaad karna hai toh wahin rehna chahiye ... kisi ke shehar chale jaane se shehar toh aabaad ho jayega ... lekin apna ghar veeraan ho jayega
Rishi Kapoor
Abhe tere jaise ko toh main har shanivar ko ... paanch hari mirchion ke saath apne ghar ke bahar latkata hoon
Ritesh Deshmukh
Slumdog ka pata nahi ... lekin yeh kisi millionaire ka ghar lagta hai
John Abraham
Bag uthakar padne gaya toh master ne kaha school chhod de ... bat ball uthakar mohalle mein gaya toh bachchon ne kaha khelna chhod de ... scooter uthakar ghar se bahar gaya toh padosi ne kaha Malad tak chhod de ... aur aaj papa ne kaha ghar hi chhod de
Himesh Reshammiya
Mera pyar hi mera ghar hai, meri chahat hi meri car hai aur meri pavitrata hi mera bank balance hai
Sanjay Kapoor
Ghar ki izzat sanskaro par khadi hoti hai ... daulat ke dherro par nahi
Hrithik Roshan
Har ek aashiq ke dil mein darr hai apna ... ki har mashooq ab dilbar hai apna ... hatheli par liye phirte hai sar hum ... haseeno ke dilon mein ghar hai apna
Rajinikanth
Dushman sirf border ke uss paar nahin hota ... ghar ke andhar bhi hota hai
Kay Kay Menon
Ghar bada ho ya chota ... ghar mein rehne waalo ka dil bada hona chahiye
Salman Khan
Narazgi is baat ki nahi hai humein ke tum hamare ghar mein gusse ... narazgi toh is baat ki hai ke tum hamare ghar mein gusse jab hum nahi the
Mere ghar taash ka ghar hai ... jitni baar bhi banane ki koshish karta hoon ... utni baar toot jaata hai
Rajesh Khanna
Jalte ghar ko dekhne walon phoos ka chappar aapka hai ... aag ke peeche tezz hawa, aage muqadar aapka hai
Naseeruddin Shah
Hamari country mein jab tak black nahi diya toh naya ghar nahi khareed sakte ... dahej nahi diya toh shaadi nahi hoti
Anupam Kher
Apan jab se pehda hua hai ... tab se yeh sadak hi apna ghar hai aur yeh footpath hi apna bistar
Deepak Tijori
Dil koi kiraye ka ghar nahi hota ... ki ek jaye, doosra aaye
Soha Ali Khan
Bike ho ya ghar ... handle hamesha apne haath mein ... varna bhabhi kabhi izzat nahi karegi
Vinay Pathak
Aaj mere paas buildingey hai, property hai, bank balance hai, bungla hai, gaadi hai ... kya hai, kya hai tumhare pass?
Amitabh Bachchan
Apna ghar bech de aur bina khidki wale kamre mein rehne ki aadat daal
Manzil toh mil hi jayegi, bhatakkar hi sahi ... gumrah toh woh hai joh ghar se nikle hi nahi
Ashish Vidyarthi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory