|
Hindi Lyrics
|
English Translation
|
| Rehne ko ghar nahi | We don't have a house to stay |
| Sone ko bistar nahi | We don't have a bed to sleep |

| Apna khuda hai rakhwala | God is our protector |
| Ab tak ussi ne hai paala | He has nurtured us till now |

| Apni toh zindagi kat'ti hai footpath pe | We spend our life on the footpath |
| Oonche oonche yeh mahal apne hai kis kaam ke | These big mansions are of no use to us |
| Humko toh maa baap ke jaisi lagti hai sadak | This road is like our parents |
| Koi bhi apna nahi rishte hai bas naam ke | All relations are there only for namesake |
| Apne joh saath hai | What's there with us |
| Yeh andheri raat hai | Are these dark nights |

| Apna nahi hai ujala | Brightness doesn't belong to us |
| Ab tak ussi ne hai paala | He has nurtured us till now |
|
|
| Hum toh mazdoor hai | We are workers |

| Har gham se door hai | Every sorrow is far from us |
| Mehnat ki rotiyan mil-jhul ke khaate hai | We eat food earned from hardwork together |
| Hum kabhi neend ki goliyan lete nahi | We never take sleep pills |
| Rakh ke patthar pe sar thak ke so jaate hai | We keep our tired head on a stone and sleep |
| Toofan se jab ghire | When we get caught up in a storm |
| Raahon mein jab gire | When we fall in our paths |

| Humko ussi ne sambhala | Only God has protected us then |
| Ab tak ussi ne hai paala | He has nurtured us till now |
|
|
| Yeh kaisa mulk hai, yeh kaisi reet hai | What kind of country and customs are these |
| Yaad karte hai humein log kyun marne ke baad | Why do people remember us after we die |
| Andhe behron ki basti, chaaron taraf andher hai | This is a dark colony of the blind and deaf |
| Sab ke sab lachaar hai, kaun sune kiski fariyad | Everyone is helpless and no one wants to listen |
| Aise mein jeena hai | We have to live with this |
| Humko toh peena hai | We want to keep on drinking |

| Jeevan zehar ka hai pyala | Life is a bowl of poison |