Hum mein toh lagta hai ki life ek ice cream ... taste karoge toh bhi pighlegi, waste karoge toh bhi pighlegi ... so taste it, don't waste it ... enjoy your life
Unknown
Yeh sharab ka pehla usool hai ... jiski piyo sharab, uska hi ghar karo kharab
Venkatesh
Tumko meetha sochna bhi mana hai
Jaise hi maine uski kanpatti par ye gunpatti rakhi ... uska chehra bina doodh ki chai jaisa kala pad gaya
Om Puri
Sharaab khareedne waale rupaiye toh mere paas bahut hai ... haan dawa khareedne waale rupaiye mere paas nahi hai
Amitabh Bachchan
Sone chandi ke bartano mein khana khane waala amir nahi hota hai ... aircondition caron mein ghoomne waala amir nahi hota hai ... aaise sangemarmar ke bunglay mein rehne waala amir nahi hota hai ... besaharon ko sahara dena waala amir hota hai ... rote hue ko hasane waala amir hota hai ... marne waala nahin, bachane waala amir hota hai
Govinda
Arre bhagwan ke liye chhod doon to main kya karoon? ... prasad khaon?
Shakti Kapoor
Lo ... mooh meetha karlo
Sher aur bakri ek ghat par paani nahi pee sakat hai
Hum jaise middle class ladke na date pe nahi, bhandaaron pe jaate hai ... aur wahan bheed itni hoti hai ki late pahuncho na, toh gaiy ke mooh se puri cheenke khani padti hai ... upar se chappal chori ho jaati hai woh alag
Rajkummar Rao
(Teacher kya hai tumhare liye?) - Joh doosron ko murga banata hai aur khud anda deta hai
Akshay Kumar
Agar main sharaab hota ... dry day mera rest day hota ... happy hour mein best hota ... har boond mein meri aaram hota ... purana hoke bhi na kharaab hota
Har ek vyakti ko apna jeevan saathi, apna khana aur apni sharaab chun'ne ka poora adhikaar hona chahiye
Paresh Rawal
Purane dino mein jab Hindustan sone ki chidiya hua karta tha ... tab yahan hazaron jaatiyan thi ... par aaj kal sirf do tarah ki jaat hai ... pehli jinka pet bada hai aur doosri jinki bhookh ... jinki kismat mein do cheezein hai ... ya toh nighalo ya niwala bano
Kisi ko apne haath se khana khilane ka mauka milna ... rab ki badi meher hoti hai
Saif Ali Khan
Aaj kal ke rishtey is ice cube ki tarah hai ... paani mein gire aur apna wajood kho behte
Nana Patekar
Ghar nahi mila toh aasmaan ko chatt, footpath ko bistar bana diya ... kabhi hawa khaya, kabhi gaali khaya ... aur jab mila tab khana khaya
Ritesh Deshmukh
Doodh dhari gaiyaan ki lattiyan aur bin byaahi chokariyan ki battiyan ... toh sehni hi padegi
Ishrat Ali
In sarmayedaron ne kanoon ki haisiyat us andhe bikhari ki tarah bana di hai ... jisse apna pet bharne ke liye saboot ki rotiyan chahiye ... phir kyun na woh paap ke aate se bani ho aur gunaah ki bhatti mein pakki ho
Vinod Khanna
Idea aur papad ek jaise hai ... thanda parne padh bekaar ho jaate hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory