Kuch cheezein aaisi hoti hai, jinhe jitna door hatao ... utna hi kareeb aati hai
Saira Banu
Jiska koi dost nahi hota ... uska koi dushman bhi nahi hota
Amitabh Bachchan
Hum toh chamatkar ko namaskar karte hai
Qatta kijiye na taluk humse ... kuch nahi hai toh adawat hi sahi
Jeet toh uss hi ki hoti hai ... joh aakhri baazi jeete
Mohabbat mein sawaal nahi kiye jaate
Saanp ki aulad ko kitna bhi dhood pilao ... aasteen ka saanp hi rehta hai
Ek din mein main ek hi daav lagata hoon
Yeh sher ki maa hai ... maine bakri ka nahi, sherni ka dhood piya hai
Agar aaj shaam tak woh ghar wapas nahi lauta ... toh main dimaag ki jagah apne haathon ka istamal karoonga ... joh ki main yakeen se keh sakta hoon, utne hi tezz aur mazboot hai jitna ki mera dimaag
Choron ke yahan chori ... chori nahi kehlati ... hera pheri kehlati hai
Hum, hum hai ... tum nahi
Husn ke daamo mein hum ... dost ko nahi bechne waale
Kanoon ke haath kitne bhi lambe ho inspector sahab ... kisi sharif aadmi ke gelabaan tak kabhi nahi pahunch sakte
Naya khel, nayi taash
Kitna bhi bhaago, apni maut se nahi bhaag sakte ... aur tumhari maut mere haathon likhi hai
Manzil tak pahunchne ke liye hosh nahi ... josh ki zaroorat hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory