Ek pahaad ka naam hai Sher Khan ... aur pahaad na kisi ke samne chalkar jaate hai ... na kisi ke samne jhukte hai
Danny Denzongpa
Insaan jis jagah jaane se darta hai ... jawaab wahin se milta hai
Unknown
Tumhe apne bharose pe bhi bharosa nahi tha
Vidya Balan
Isse kehte hai maar ... khane waala bhi roye aur maarne waala bhi roye
Ajay Devgan
Shukriya toh gairon ka ada kiya jaata hai ... apno ka nahi
Amrita Singh
Sab kuch nijhi hai ... sab kuch
Abhishek Bachchan
Hamare dhande mein kisi ek ki kamzori ... doosre ki taqat ban jaati hai
Kiran Kumar
Ek police waale ka dimaag bhaagte bhaagte thakar jab behat jaata hai ... ek shatir chor ka dimaag wahan se daudna shuru karta hai
Vinod Khanna
Jin gande haatho se tumne Bijuriya ke jism ko chua hai ... unhi haatho ko jodhkar tumhe usse maafi mangni padegi
Shahrukh Khan
Sirf pistol aur bomb kabhi inquilaab nahi la sakte ... balki inquilaab ki talwar vichaaron ki saan par tezz hoti hai
Bobby Deol
Agar prem ka anth hinsa karti hai ... toh hinsa ka vinash bhi sirf prem hi kar sakta hai
Aadmi ko maarne se pehle ... uski sooch ko maarna zaroori hai
Jeeva
Main awaara aur badmaash bardaasht kar sakta hoon ... lekin gaddar kabhi nahi
Anupam Kher
Tumhare liye sindoor ki keemat chahe kuch bhi na ho ... magar yeh ek suhagan ke liye anmol hai
Madhuri Dixit
Kanoon kamzor nahi hai ... kamzor hai hum
Is duniya mein ek aam aadmi achcha nagrik nahi ban sakta hai ... samjhe
Shatrughan Sinha
Empires ki neev laashon par hi rakhi jaati hai
Prithviraj Sukumaran
Koyle ki dalaali mein haath kaale ho jate hai ... magar kaala dhanda karne waalon ke toh mooh bhi kaale ho jate hai
Amitabh Bachchan
Tujhe dene ke liye toh is duniya mein koi gaali bhi nahi hai
Shahid Kapoor
Vishvas toh ek aaisa bandhan hai ... joh ek insaan ko doosre insaan ke kareeb lata hai
Manoj Kumar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory