Aap hamare paseene se logon ka khoon chooste hai
Manoj Kumar
Alpha males ke beech mein agar ek ambitious woman ko apni jagah banani hai na ... toh thoda bahut alpha woman banna parta hai
Chitrangada Singh
Tu mera dulha toh kya ... kisi ka dalaal banne ke layak bhi nahi hai
Madhuri Dixit
Humara bhala karke woh hum mein bata gaye hain ... ki waqt aane par woh humara kitna bura kar sakte hai
Unknown
Joh thappad dikhayi nahi deta ... woh zyada gehri chot karta hai
Anupam Kher
Najayaz kaam karna meri aadat nahi
Sunil Shetty
Apno ko milne ke liye time nikalna padta hai
Raveena Tandon
Main cheezein kabhi bhoolta nahi ... I have a photographic memory
Ajay Devgan
Aaj ki zindagi mein coolie kaun nahi hai ... har koi toh bhoj uthata hai ... koi ghamon ka, koi karzon ka, toh koi zindagi ka
Varun Dhawan
Har baar main tujhe bachane nahi aa paaunga ... lekin itna jaanta hoon ki kal agar mujhe zaroorat padi ... toh tu mujhe har baar bachane aayegi
(Apni jaan se bhi keemti kuch aur hai kya?) ... Hai, woh ke jiske liye mara jaa sake
Shahid Kapoor
Mujhe kisi insaan se koi shikayat nahi hai ... mujhe shikayat hai samaaj ke us dhanche se joh insaan se uski insaaniyat cheen leta hai ... matlab ke liye apne bhai ko beghana banata hai ... dost ko dushman banata hai ... mujhe shikayat hai us tehzeeb se, us sanskriti se jahan murdon ko puja jaata hai ... aur zinda insaan ko pairon tale raunda jaata hai ... jahan kisi ke dukh dard pe do aansoon bahana buzdili samjha jaata hai ... chupke milna ek kamzori samjha jaata hai ... aaise maahaul mein mujhe kabhi shanti nahi milegi, kabhi shanti nahi milegi
Guru Dutt
Jahan hum log behate hai wahan aam aadmi ki sirf arziyan pahunchti hai ... awaaz nahi
Prayashchit insaan ke paapo ko mitta deta hai ... woh buzdil hote hai joh apne paapo ko mittane ke bajaye khud ko mitta dete hai
Jab rishta zindagi mein aata hai ... toh saath aankhon mein aasoon aur dil mein dard lekar aata hai
Saif Ali Khan
Meri pasand woh nahi hoga joh croreon kamayega ... meri pasand woh hoga joh croreon ka dil jeetega
Amrita Rao
Main zindagi mein bahut kam faisle karta hoon ... lekin ek baar faisla kar loon toh woh pahaad se bhi zyada atal hota hai
Dalip Tahil
Kagaz ke tukdon se parivar nahi khade hote hai ... dil ke rishton se hote hai
Anil Kapoor
Nagin dushman ko maarne ke liye kabhi kabhi insaan ka roop dharan kar leti hai ... lekin tumhare jaisa insaan ki shakal mein naag aaj tak pehda nahi hua
Feroz Khan
Chand sabki kismat mein nahi hota ... aur jisse chand mil jaye woh usse uske ek daag ke liye chhod nahi deta
Himesh Reshammiya
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory