Is duniya mein ek aam aadmi achcha nagrik nahi ban sakta hai ... samjhe
Shatrughan Sinha
Police ki vardi aur khoon ki garmi aadmi ko bada khuddar bana deti hai
Iftekhar
Tumhare paas sirf do raaste hain ... ek tumhe phansi ke phande tak pahuncha sakta hai ... doosra tumhe crorepati bana sakta hai
Bobby Deol
Waqt halaat badalte hai ... aur halaat insaan
John Abraham
Humara bhala karke woh hum mein bata gaye hain ... ki waqt aane par woh humara kitna bura kar sakte hai
Unknown
Yeh zindagi tera karz hai mujhpar ... jab chahe hisaab chuka lena
Vivek Mushran
Kagazaat par dastakhat main hamesha apne kalam se karta hoon
Dilip Kumar
Nasha toh ab utrega ... dosti ka, pyar ka, insaaniyat ka
Feroz Khan
Jab seedhi ungli se ghee nah nikle ... toh ungli tedi karni padti hai
Galati karne ke baad aap sirf teen cheezein kar sakte hai ... galati ko maanna, galati se seekhna, aur doobara us galati ko na karna
Amitabh Bachchan
Jiska zor kam hota hai wohi kamzor hota hai
Kuch log umar ke saath badhte hai aur kuch log bighadte hai
Jackie Shroff
Aag bhuj bhi jaye na tab bhi kahin na kahin andar chingari dahekti rehti hai ... joh kabhi bhi aag ban sakti hai
Tum woh badnaseeb aurat ho joh pati ke hote hue patni na ban saki ... aulad ke hote hue maa na ban saki ... nawasi ke hote hue nani na ban saki
Kader Khan
Kagaz ke tukdon se parivar nahi khade hote hai ... dil ke rishton se hote hai
Anil Kapoor
Aap jism hai, main rooh ... aap faani hai, main lafaani
Irrfan Khan
Sachche aasunyon mein bahut taqat hoti hai
Anupam Kher
Kuch sawaalon ke jawab kudh sawaal hote hai
Rajeev Khandelwal
Chand sabki kismat mein nahi hota ... aur jisse chand mil jaye woh usse uske ek daag ke liye chhod nahi deta
Himesh Reshammiya
Aap humre pati hai ... parmeshwar banne ka bhool mat ki jiye
Madhuri Dixit
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory