Zakhm ilaaj se bharta hai aur dard baantne se halka hota hai
Paresh Rawal
Mujhe joh karna hai woh main akele nahi kar sakta ... mujhe woh maa chahiye joh mere sar par haath rakhkar kahe ... haan beta tu sahi hai, main tere saath hoon
Jimmy Shergill
Jab pyar se bharosa hat jaye ... toh wohi pyar kitni jaldi nafrat mein badal jaata hai
Bobby Deol
Kaunsa kasoor hai mera ... jiski sazaa tu usse de raha hai aur hisaab meri kitaab mein likha ja raha hai
Unknown
Ek arse ke baad jab log milte hai toh ... har mulaqat mein ek choti si kahani hoti hai
Main tumhe bhool jaon, yeh mumkin nahi ... aur tum mujhe bhool jao, yeh main kabhi hone nahi doongi
Karisma Kapoor
Hum mein lagi hai joh thokar, tu muskurata hai ... yeh waqt woh hai, ki dushman bhi raham khata hai
Cancer ka ilaaj hai iss duniya mein ... lalach ka nahi hai
Kader Khan
Insaan daulat ke liye apno ka khoon bhi baha deta hai
Sridevi
Izzat aur jaan do aaisi cheezein hai ... joh ek baar chali gayi toh vapas nahi aati
Ajay Devgan
Hamara yeh bazaar ek kabristan hai ... aaisi auraton ka jinki roohen marr jaati hai ... aur jism zinda rehte hai
Meena Kumari
Ek din gaaliyon ka shor taaliyon ki goonj mein chup jayega
Rishi Kapoor
Meri khamoshi ko meri kamzori mat samajhna
Akal se sirf nakshe ban sakte hai ... imaaratein nahi
Rajesh Khanna
Darr ko badla mein badal jaane ke liye ... waqt nahi lagta
Vivek Oberoi
Apna hone se koi apna nahi hota ... apno ko apnaane se ... apna, apna hota hai
Sharat Saxena
Nasha chahe kitna hi zyada kyun na ho ... ek din utarta zaroor hai
Tabu
Aapki kabr bhi main apne haatho se khodoonga ... aur aapko dafnaonga bhi main apne haatho se
Shahrukh Khan
Style sikhaya ja sakta hai ... saadgi yah simplicity nahi
Salman Khan
Bhook mazboot se mazboot aadmi ko todh deti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory