Ab tere paas sirf do hi options hai ... andar jail mein sadh ... ya khuda ke ghar
Aditya Pancholi
Joh chala gaya usse bhool ja ... joh aa raha hai usse pyar kar
Anil Kapoor
Waqt aur kismat badalne mein derr nahi lagti
Kiran Kumar
Kuch saanp itne zehreelay hote hai ... ki agar woh kaat le toh palak jhapakte hi zindagi kat jaati hai ... woh karvat badalne ka mauka tak nahi dete
Shatrughan Sinha
Main joh bhi kaam karta hoon ... apni sharton pe hi karta hoon
Shahrukh Khan
Sukh baatne se badhta hai ... dukh apnane se, dukh kam hota hai
Akshay Kumar
Yeh dard nahi zehar hai ... jise main na andhar pee sakta hoon ... na bahar ugal sakta hoon
Kamal Hassan
Joh jung aadmi teer aur talwar se nahi jeet pata ... aurat us jung ko apne aasoonyon se jeet leti hai
Ashish Vidyarthi
Hamaar pasina hamre tann mein khoon banke daudega
Aamir Khan
Apne saath kaam karna hai toh usse imtihaan mein toh bethna hi padega
Nana Patekar
Taqat ka nasha sabse bura nasha hota hai ... kyun ki jisse taqat ka nasha hota hai ... woh aankhen khuli hokar bhi dekh nahi paata ki woh kab girne wala hai
Amrita Singh
Har modh pe mile jaate hai humdard hazaron ... shayad meri basti mein adakaar bahut hai
Govinda
Har saas yeh bhool jaati hai ki woh bhi kabhi bahu thi ... aur har bahu yeh bhool jaati hai ki usse bhi ek din kisi ki saas banna hai
Sanjay Khan
Smart criminal woh nahi joh saboot na chhode ... balki woh hai joh saboot toh chhode ... par gumrah karne ke liye
Rajeev Khandelwal
Meri pahunch Delhi se lekar shamshan ghat tak hai ... awaaz Delhi tak jaati hai aur dushman shamshan tak chala jaata hai
Maut apna raasta nahi badalti ... joh bhi uske raaste mein aata hai, chala jaata hai
Danny Denzongpa
Jab matlab se pyar hota hai ... toh pyar se matlab nahi rehta
Waheeda Rehman
Tumhari duniya mein roshni hai, zindagi hai, umeedein hai ... meri duniya mein sirf andhera hai aur kuch nahi
Shahid Kapoor
Kamzoron par taqat aazmana ... kamzoron ki taqat hai
Salman Khan
Hamara desh ek sone ki chidiya hai, jise aap log bech-bechkar, bech-bechkar apne pet mein dharna chahte ho ... phat jayega pet, mooh mein nahi aayegi chidiya ... kyun ki ab woh chidiya baaz ban chuki hai ... joh aapko noch-nochke, noch-nochke kha jayegi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory