Putra agar pita ki paghdi pehan le toh usmein pita ki buddhi toh nahi aa jaati ... chandan ke vrush ko bhi sugandh dene ke liye ek umar ki avashakta hoti hai
Baimaani pe promotion aur imaandari pe suspension?
Ishq ne bahut logon ko nikamma bana diya hai yeh toh suna tha ... magar tujhe toh gaddar bana diya
Zindagi mein agar tarakki karni hai toh no entry aur signal ke baad khade rehna seekho ... pehle khade rahoge toh sirf haath malte rahoge
Sex aur chocolate dono ek hi type ka maza dete hai ... fark sirf itna hai ... ek mein wrapper nikalna padhta hai aur doosre mein aaj kal chadhana padhta hai
Ab tere paas sirf do hi options hai ... andar jail mein sadh ... ya khuda ke ghar
Maine apni zindagi ki shuruvat zero se ki ... ussi zero ko main apne bank account mein add karta gaya
Duniya ko dikhata hoon ... ki dekho darro ... darro aur dekho
Is duniya mein agar tum sach dheere se bologe toh koi nahin manega ... aur agar jhoot, jhoot chila chila kar bologe toh sab maan jaate hain
Mainu Delhi nahi le jana ... mera chitta singhasan yahin banana ... mera mooh dushman var rakhna jab mainu aag lagana ... humne nahi seekha dushman ko peeth dikhana ... mere shastra mere saath sulana ... amrit kande taar da mere mooh vich paana ... "Bole So Nihal" da nara lagana ... main markar bhi ladunga, mera bhog na paana
Tiger na billo se darta hai ... aur na billo ke pillo se
Zindagi ka doosra naam pyar hai ... pyar ka naam tum ho ... tum meri zindagi ka pehla pyar ho
Andhvishvas mein vishvas ... kamzor log karte hai
Jis din meri hatt gayi na ... tu zaroor hatt jayega
Kes, kach, kada, kirpan, kangha, Sikhon ka nishan ... dhoondte reh jaoge nakshe mein Pakistan
Mazloomon ke liye dhaal hai hum, dushmanon ke liye kaal hai hum ... awaaz se duniya tharaye, woh Guru Gobind Singh ke lal hai hum
Agar ladki haan bole na toh chhodna nahi ... aur agar na bole toh chhedna nahi
Baalebaazon ki jagah gulli danda khelne waale bhi bharti karle apne team mein ... toh bhi farak nahi padega jaani
Hum businessman kisi ko maarte hai toh business ke liye ... aur kisi ko zinda rakhte hai toh business ke liye
Us kamine ko main dhoondkar aaisi sazaa doonga ... ki us sazaa ke naam se maut tak kaanp uthegi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory