Aadmi zabaan se kuch kehta hai ... dimaag se kuch aur sochta hai ... aur dil kuch aur hi chahta hai
Anil Kapoor
Agar halaat ke ghulam banoge na, toh duniya tumhe kutta samajhkar laat maregi ... lekin agar halaat ko apna ghulam banaoge na, toh duniya tumhe sher samajhkar salaam karegi
Priya Tendulkar
Kal shyam aur thi, aaj shyam aur hai ... kal thikaane aur the, aaj manzil aur hai
Mohabbat aur jurrat kya cheez hai, yeh tu kya janega kasai ... yeh deewana bankar rahega, tumhara permanent jamai
Shahrukh Khan
Woh tujhe mil jayegi ... tere dil ki kali khil jayegi
Mohan Agashe
Joh chala gaya usse bhool ja ... joh aa raha hai usse pyar kar
Bhaage hamare dushman meri jaan, hum mein rukna hoga ... hamari mohabbat ke aage, in kamino ko jhukna hoga
Aasoon kamzor logon ke zevar hote hai
Is duniya mein har insaan ko khud ladna padta hai ... khud haarna aur khud hi jeetna padta hai
Is duniya mein kisi bhi cheez ko haasil karne ke liye teen tarike ki power chahiye ... money power, political power, muscle power
Pareshani aur takleefon se joh door ho, woh hum hai ... jiske sar par aapka haath ho, usse kya gham hai
Ghalib na mara tha, na mara hai, na marega ... kyun ki aashiq ka bachcha na sudhra hai, na sudhrega
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory