Samaaj ko police waisi hi milti hai jaisa ki samaaj khud hota hai
Ajay Devgan
Dushman sirf border ke uss paar nahin hota ... ghar ke andhar bhi hota hai
Kay Kay Menon
Joh log talwar ke zor par zinda rehte hai ... ek din unki gardan uss hi talwar se katti hai
Feroz Khan
Jab bhi hum muqabale mein dabne lagte hai ... tok hum ek hi cheez ka aadhaar lete hai ... sanskar, parampara
Shahrukh Khan
Darr ki pahunch na bahut solid hoti hai ... kisi ko dil pe effect karti hai ... kisi ko dimaag pe ... aur kisi ko seedha taango ke beech
Kunal Khemu
Aankhen bhi ajeeb raazdar hove ... dekhe kuch aur, dikhaye kuch aur ... bayaan kuch aur kare, jaati kuch aur
Aapki nazaron mein paisa pyar aur bhagwan dono se bada hai ... aap samajhte hai joh madhurta paison mein hai woh Sharda ke sitar mein, Vishnu ke shank mein nahi ... aap samajhte hai joh sundarta paison mein hai woh Rati ki surat mein nahi, swarg ki jhanki mein nahi ... paise mein joh pavitatra hai woh Ganga ke pani mein nahi, Savitri ke daman mein nahi ... paise mein joh taqat hai woh maa ke aashirwad mein nahi, devtaon ke zubaan mein nahi ... satya, shiv, sundar sab paisa hai ... jiske paas paisa hai woh raja aur jiske paas paisa nahi woh Raju?
Govinda
Main toh sirf ek sipahi hoon jisne maut ko itne kareeb se dekha hai ki ... zindagi ke har pal ki keemat jaan gaya hoon
Time ka na bada game hai ... iske saath kabhi nahi khelneka
Vinod Khanna
Waqt hi sab kuch hai ... waqt hi banata hai ... aur waqt hi bighadta hai
Balraj Sahni
Jazbaat aur josh ki umar zyada nahi hua karti
Suresh Oberoi
Main kisiko soochne se nahi ... karne se rokta hoon
Amitabh Bachchan
School kabhi gaya nahi ... par zindagi har roz ek naya sabak sikhati hai
Abhishek Bachchan
Jabse is raaste pe kadam rakha hai na ... tabse kafan saath leke ghoomta hoon main
Sanjay Dutt
Jab pati par kisi bala ka saaya par jata hai ... tab patni hi uski nazar utarti hai
Kareena Kapoor
In paon mein kya rakha hai ... mere kaleje se lag ja ... mera kaleja thanda ho jayega ... toh rom rom aashirwad dega
Rakhee Gulzar
Aaj mujhe pata laga hai ki main ek aise tangdil insaan ka beta hoon ... jiske paas apne bete ko dene ke liye aashirwad bhi nahi
Aamir Khan
Bandhan rishton ka nahin ... ehsaas ka hota hai
Anil Kapoor
Jab aurat apni izzat bechne par aa jati hai ... toh phir woh kisi bhi aadmi ko khareed sakti hai
Paoli Dam
Yeh sirf ek safed sari nahin ... ek vidhwa ka gehna hai
Madhuri Dixit
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory