Musibat aur zindagi ka kehte hai chitta tak ka saath rehta hai
Dev Anand
Na sukh hai, na dukh hai, na deen hai, na duniya, na insaan, na bhagwan ... sirf main hoon, main hoon, main hoon, main ... sirf main
Lagta hai aaj har ichcha poori hogi ... par mazaa dekho ... aaj koi ichcha hi nahi rahi
Jis jagah ko dekh kar parmatma ki yaad aaye ... woh tirth kehlata hai ... aur jis aadmi ke darshan se parmatma mein bhakti jage ... woh Mahatma kehlata hai
Jab matlab se pyar hota hai ... toh pyar se matlab nahi rehta
Waheeda Rehman
Yaad mein nasha karta hoon aur nashe mein yaad karta hoon
Joh aadmi apne naseeb ko kosta rehta hai ... uska naseeb bhi usko kosne lagte hai
Maut ek khayal hai jaise zindagi ek khayal hai
In logon ko mujhpe vishwas hai ... aur ab mujhe inke vishwas pe vishwas hone laga hai
Kaam uska, naam tera
Dukh woh amrit hai jisse paap dhulte hai
Unknown
Main zubaan se lafzon ki tasveer khenchta hoon ... atith toh sab dikhate hai, main kabhi kabhi bhavishya bhi dikhata hoon
Gandi naali se nikla hua pani ... kabhi Gangajal nahi ban sakta
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory