Duniya mein aadmi ki nahi ... uske kapdon ki, uske dhan ki kadar hoti hai
Kader Khan
Hamesha saath saath since our teens ... always wear purani jeans
Unknown
Bhoot hai toh bhootni hai ... sambhar hai toh chutney hai ... zyada phailoge toh pant phatni hai
Kunal Khemu
Kapde badalne se aadmi ki asliyat nahi badal jaati
Pran
Umar sari guzari par kisi ne aaise nahi pachhada ... tujhko milke aaisa laga oh jaanam, jaise main hoon ek chaddi aur tu mera nara
Susu karne ke liye ... khud hi chhadi utaarni padti hai
Jab tak sach joote pehenta hai ... jhooth poore duniya ka chakkar lagake aa jaata hai
Tujhe samjhana jaise haathi ko chaddi pehnana hai
Shahid Kapoor
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ... itni zor se aata hai ki pant mein hi ho jaata hai
Ranbir Kapoor
Bas yahi toh hamare naye samaaj ka kamaal hai ... joh chor ho, doosron ke jeb kaatte hai, public ki aankhon mein dhool daalte hai, mere jaisa patla suit pant pehente hai ... unhe hum sharif samajhte hai ... aur joh imandaari se, mehnat mazdoori karke pet paalte hai, phate purane kapde pehente hai ... unhe chor daaku awaara samajhkar dhar liya jaata hai
Raj Kapoor
Tum saala ghulam log hamari jooti ke neeche hi rahega
Bekaar aadmi kuch kiya kar ... kapde udherkar siya kar
Annu Kapoor
Is tarah ki partyon mein kapde kya mainne rakhte hai ... jahan pe nasha chadne ke baad har koi apne kapde utaar deta hai
Emraan Hashmi
Skirts ke naam pe ghagra pehenke aati ho tum
Hrithik Roshan
Yahan libaaz ki keemat hai aadmi ki nahi ... mujhe glass bada de sharab kam karde
Vijay Raaz
Choti choti chitrayi yaadein, bichhi hui hai lamho ki lawn pe ... nange pair unpar chalte chalte itni door aa gaye hai ... ki ab bhool gaye hai joote kahaan utare the ... edi komal thi jab aaye the, thodi si nazuk hai abhi bhi aur nazuk hi rahegi ... in khatti meethi yaadon ki shararat jab tak inhe gudgudati rahe ... sach bhool gaye hai joote kahan utaare the ... par lagta hai ki ab unki zaroorat nahi
Purani jeans ke saath dostana hamara ... par teri yaari mein yaara ... dheela padh gaya friendship da naada
Aisa aadmi life mein do heech time girta hai ... yah toh khule shoe ka lace ho ... yah phir aadmi khud characterless ho
Main daudunga in pairon se, tu bhaga le apni gaadiyan ... teri akal itni kam hai, jitni kam meri maa ke paas sareeyan
Ranveer Singh
Badalne waali hum cheez nahi ... arre hum mard hai, koi kameez nahi
Mukesh Khanna
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory