Yahan libaaz ki keemat hai aadmi ki nahi ... mujhe glass bada de sharab kam karde
Vijay Raaz
Choti choti chitrayi yaadein, bichhi hui hai lamho ki lawn pe ... nange pair unpar chalte chalte itni door aa gaye hai ... ki ab bhool gaye hai joote kahaan utare the ... edi komal thi jab aaye the, thodi si nazuk hai abhi bhi aur nazuk hi rahegi ... in khatti meethi yaadon ki shararat jab tak inhe gudgudati rahe ... sach bhool gaye hai joote kahan utaare the ... par lagta hai ki ab unki zaroorat nahi
Unknown
Jis aandhi toofan mein logon ke aashiyane udh jaate hai ... us mein hum chaddi aur banyan sukhate hai
Ajay Devgan
Jinke ghar sheeshe ke hote hain ... woh batti bujhakar kapde badalte hain
Prem Chopra
Chandni aanchal mein bhar layi hai tu ... raat yeh chamki hai jab aayi hai tu
Raaj Kumar
Chappad phad ke de sakti hoon ... aur chappal phad ke bhi
Juhi Chawla
Main woh bala hoon joh jooton se tum jaise kutton ke sarr phodta hoon
Rajesh Khanna
Yeh toh underwear dost nikle
Johnny Lever
Taang se kapda hatte toh poore tann ki laaj jaave hai
Rajendranath Zutshi
Main daudunga in pairon se, tu bhaga le apni gaadiyan ... teri akal itni kam hai, jitni kam meri maa ke paas sareeyan
Ranveer Singh
Chashme se leke joote tak saare brand nakli videshi hai ... par saala aadmi desi hoon
Akshay Kumar
Gujarati ke haath se dandiya ... Tarzan ke badan se jhangiya ... aur Chetan Bhagat ke haath se rupaiya ... koi nahi cheen sakta
Sanjay Dutt
Hamare samne tumhari wahi aukaad hai ... joh kainchi ke samne kapde ki hoti hai
Mohan Joshi
Main guru hoon beta chela tu, aaja mujhse seekh le ... maa ko saree dilade tu, yeh ek rupaiye ki bheek le
Main yahan teen mahine se doodh ke glass aur petticoat ke naade ke sapne dekh raha hoon ... aur laundiya ne tere naam ka Karva Chauth vrat rakha hai
Isse kehte hai mast chick ... one piece item in two piece bikini
Sonu Sood
Shehar mein rehkar, nayi roshni mein palkar ... hamara libaas badal sakta hai ... hamari sabhyata toh nahi
Asha Parekh
To understand you ... the elephant wear underwear ... easy
Madhavan
Ab main bina petrol ki gaadi aur bina nashe ki taadi hoon ... ab main woh phateli sari hoon jisko koi hijhra bhi nahin pehne
Deepak Shirke
Hamare zamane mein kaha karte the ki aashiq ke teen thikane hai ... kapde phatte, baal latte, aur chaurahe pe datte
Saurabh Shukla
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory