Sipahi shaheed ki maut marta hai aur gunda kutte ki maut
Vijayashanti
Ab toh baat hi baat hai, har taraf chandni raat hai, khushiyon ki barsaat hai, tera aur Kavita ka zindagi bhar ka saath hai, teri aane waali baraat hai, sari jaidaad apne haath hai ... aye kabootar rone ki kya baat hai?
Utpal Dutt
Is vardi ke andar barood se bana hua jism hai ... agar us jism ne aag pakad li toh woh dhamaka hoga ki ... tere jism ke chitre cheetiyan tak nahi dhoond payengi
Amrish Puri
Wahan itni thand hoti hai, itni thand hoti hai ... ki gaye na doodh nahi, seedha ice cream de deti hai
Esha Deol
Ab tak tera muqabla buzdilon se hua hai ... jab samna is mard se hoga na ... toh teri yeh sher banne ki galatphami door ho jayegi
Sunil Shetty
Khoobsurat ladkiyan aur machliyan ek jaisi nahi hoti ... unhe pakadne ke liye kuch aaisi chaalein chalni padti hai, jisse woh pakad mein aa jaye ... aur agar woh na aaye toh khud unke paas jaana padta hai
Akshay Kumar
Zehereli nagin sabke liye zeher rakhti hai ... magar woh bhi apne naag ke liye pyar rakhti hai
Unknown
Khuda meherban toh gadha pehelwan ... sambhal meri jaan ... ek hi vaar mein dikhaon Hindustan
Rajesh Khanna
Dahej ke laalchi kutton ke dil mein aaisi dehshat pehda kar denge ... ki dahej lena toh kya ... dahej ka naam sunte hi kaanp uthenge
Anita Kanwar
Ek jungle mein sirf ek hi sher reh sakta hai
Jackie Shroff
Saale buzdili ki gaud mein pale geedad ki sauteli aulad
Anupam Kher
Jisse main insaan ka bachcha samajhkar bees saal tak palta raha ... woh aasteen ka saanp nikla
Tu toh us pagal kutte ki tarah bhaukne laga hai ... jisse pagal hone ke baad charon taraf se maut nazar aati hai
Mithun Chakraborty
Woh ek gandi naali ka keeda hai
Yes hum janwar hai, we are animals ... jiski sirf cheekh ho sakti hai par awaaz nahi ... jisko sar jhukane ke liye kanoon toh milta hai par insaaf nahi ... jiska jhund ho sakta hai lekin desh nahi ... yeh janwaron ka jhund ab desh banne jaa raha hai ... aur yeh janwar ab cheekhega nahi ... gurrayega
Sheeshay ke gharon mein rehne wale, chataano ko chunautiyan nahi diya karte ... nishaana chahe kitna bhi pakka kyun na ho, gulel se baaz kabhi mara nahi karte
Himesh Reshammiya
Shakal dekhi hai apni ... kamzor kauve ki tarah dikhta hai ... itna patla sirf tujhe dekha hai ya natraj ki pencil
Mallika Sherawat
Kabootar gaya bar mein whiskey peeke leta ... tu agar apni maa ko yahan se leke gaya toh bahut pitega beta
Anil Kapoor
Yeh karza joh hai na kutte paalne jaisa hai ... kehne ke liye suraksha karta hai ... par roz bow-bow karke roti maangega ... aur joh ek din roti na do na toh kaat dega yeh
Pankaj Tripathi
Kauva ho ya hans ... har panchi ki fitrat rehti hai udaan barne ki
Richa Chadda
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory