Jis darakht ki jadh mein saanp ka bil ho ... parinde uski shaakon par ghosla nahi banate
Mohan Joshi
Paap ki umar bahut lambi hoti hai ... lekin paapi ki umar bahut choti
Ajay Devgan
Aap itne mohtaj nahi ki aaisi roti na kama sako ... joh imaandari ke aate se bani ho aur sachchai ki aanch par pakki ho
Apni hi karni ka phal hai naiki aur ruswaiyan ... aap hi ke sang chalengi aap ki parchaiyan
Mujrim us saanp ki tarah hota hai joh bhook lagne par apne bachche tak nighal leta hai
Sher ke kharrate bhaukte hue kutte se zyada khatarnak hote hai
Amrish Puri
Jab pata na ho ki kahan hai engine ... na khareedo aaisi gaadi pyare Indian ... issi liye kehta hoon "Be Indian, Buy Indian"
Johnny Lever
Kanoon ki jung jazbaat ke barood se nahi ... sabooton ke hathyar se ladi jaati hai
Apne gusse ki botal pe shanti ka dhakan lagale ... nahi toh kisi phatake ki tarah udh jayega
Ek aadmi aakha duniya se lad sakta hai ... magar ek aurat ka nafrat ke aage haar jaata hai
Aruna Irani
Is vardi mein bahut garmi hoti hai ... is liye samajhdar officer rishvat ke cheeton se isse thanda karte rehte hai ... varna yeh pehanne waale ko jala deti hai
Chola badal lene se aadmi ka charitra nahi badal jaata
Is vardi ke andar barood se bana hua jism hai ... agar us jism ne aag pakad li toh woh dhamaka hoga ki ... tere jism ke chitre cheetiyan tak nahi dhoond payengi
Paisa woh sabun hai joh badnaami ke har daag ko doh sakta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory