Kutton ke bhaunkane se haathi ki chaal pe koi farak nahi padta
Insaan ke marne ke liye jail se buri jagah aur aatma ke janam ke liye jail se achchi jagah duniya mein nahi hai
Jab hum kisi zinda aadmi ke bare mein janane ki koshish karte hai toh uske janam se shuru karte hai ... aur jab kisi rooh ki bare mein janane ki koshish karte hai toh uske shareer ki mrityu se shuru karte hai
Magarmach ke mooh se shayad gosh ka tukda nikalna aasaan hai ... lekin Baburao jisko apne daanton mein daboch le na ... usse na toh aaj tak koi chhuda paya hai aur na chhuda payega
Haraam ka maal kamane ke baad aadmi sirf do hi jagah pe milta hai ... daru ke canistar mein yah rundi ke bistar mein
Bandar ka gurda hamesha bandar ke andar hota hai
Duniya ka sabse bada nasha ... risk!
Is raaste pe tumhe le jaana beshaq mere haath mein hai ... par vapas lana na tumhare haath mein hai, na mere
Aksar meri awaaz sunne se pehle ... log apne maut ki aahat sunte hai
Bhigada toh kuch nahi ... lekin bana zaroor sakta hai ... meri kismat
Jiska dushman zinda hai, uski maut zinda hai ... jisne apne dushman ko maar diya, usne apni maut ko maar diya
Joh shaap dene waala hai aur shaap paane waala hai woh toh duniya se chale jaate hai ... lekin shaap zinda rehta hai sadiyon tak ... generation after generation
Hum kisi sarhad ko nahi mante ... hum kisi mulk ko bhi nahi mante ... hum sirf yeh jante hai ki uparwaale ne sirf ek hi zameen banayi hai ... aur us pe sarhaden insaan ne banayi hai
Tumhare aur mere beech hamesha ek foot ka fasla reh jaata hai ... jaanta hai kyun? ... kyun ki tu hamesha ek foot neeche se sochta hai (from the heart) ... aur main ek foot upar se (from the mind)
Service hai, salary hai, sapna hai ... settle ho ja
Kiski nass mein kitna khoon hai ... yeh khooni bhediya achchi tarah jaanta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory