Hindustani nariyan joh hoti hai chikni machliyon ki tarah hoti hai ... haath se phisal jaati hai
Anupam Kher
Insaan chahe zaalim ho ya masoom ... woh atyachar karne ke liye bandook uthaye ya atyachar mitaane ke liye ... kanoon ki nazaron mein mujrim ban jaata hai
Shatrughan Sinha
Aag petrol ko nahi chhodti ... nevla saanp ko nahi chhodta ... aur jab main paison ka hisaab jodhta hoon toh main apne baap ko nahi chhodta
Joh main dikhai deta hoon woh main nahi hoon ... aur joh hoon woh dikhai nahi deta
Meri aankhon ko gaur se dekh ... in mein tujhe teri chitta ki jalti hui aag dikhai degi ... tujhe teri astiyon ki raakh dikhai degi ... teri zindagi ko maine jis khaak mein mila diya tujhe woh khaak dikhai degi
Raza Murad
Kisi ke kaan mein heera, kisi ki aankh mein heera ... mujhe heeron se kya lena, mera mehboob hai heera
Ladki ke dil mein vishvas ka diya jalane ke liye sirf Shammi Kapoor style mein ganaa gana kaafi nahi hota ... Dilip Kumar aur Raaj Kumar ki tarah emotional scene bhi karne padte hai
Hamari nazaren hamesha aasmaan ke sitaaron pe rehti hai ... zameen ki dhool hum mein pasand nahi
Joh samundar mein gotha lagate hai woh bheegkar jaate hai ... aur joh bar mein aate hai woh do-do peg peekar jaate hai
Unknown
Lover ko pareshan karna Hindustani nariyon ki adayen hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory