Iske tukde tukde karke poore gaon mein prasad ki tarah baant do
Gulshan Grover
Aaj ke is kalyug mein ... tumhara bhagwan bhi is shaitan se darta hai
Zindagi ek paheli hai ... kabhi dushman, kabhi saheli hai
Manoj Kumar
Darye us bhagwan se ... sabse badi goli hoti hai uske paas joh bewaqt chalti hai
Akshay Kumar
Kharbuja, kharbuje ko dekh kar rang badalta hai
Jung ke maidan mein ladne wala har sipahi barabar hota hai
Zalalat ka joh kaanta mere dil mein gadh gaya hai ... uski chubhan mujhe zindagi bhar tadpaati rahegi
Amrish Puri
Sher ke shikaar ki tamanna uman har shikari karta hai ... magar har shikari ki yeh tamanna puri nahi hoti
Shikast humne kabhi dekhi nahi ... jeet-e-jee hum kabhi mare nahi
Jis saanp ko barso doodh pilaya ... ussi ne khandan ki izzat ko dasa
Hamare yahan toh yamdoot bhi hamari ijaazat ke bina nahi aa sakta
Chot lagegi toh hi mazboot ho jaoge
Karisma Kapoor
Doobi hui kashti se kinara poochte ho, bete?
Dina Pathak
Humne tumhe paal poskar is din ke liye bada nahi kiya tha ... ki humse sawal jawab karne ki jurrat karo
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory