Virgin tel healthy hota hai ... male nahin
Unknown
Narak ke saaye mein hai joh aise hi ek nagar mein ... usse nipta ja sakta hai kewal uske ghar mein ... wahan na insaan ja sakta hai, na hi janwar ... na nar, na hi maada ... agar ja sakta hai toh dono aadha aadha ... par nahi rukega woh aur uski khalbali ... jab tak usko nahi milegi bali, bali, bali
Akshay Kumar
Hamare beech wahi rishta hai ... joh jugnu ka roshni se hai ... phoolon ka os se hai ... hiran ka kasturi se hai ... aur atma ka atma se hai
Shraddha Kapoor
Kitaabein ho ya armaan ... samne wale ko qadr na ho toh raddi hi hote hai
Pankaj Tripathi
Pata ka kitna bada hai woh ... je Bachchan ke upar Aamir Khan lago lo, toh bhi kamar tak hi aayenge uske
Rajkummar Rao
Tumhari bhootiya girlfriend ek fantasy hai
Aparshakti Khurana
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory