Bande bike kyun chalate hai, macho dikhne ke liye ... jean kyun pehente hai, macho dikhne ke liye
Bike ho ya ghar ... handle hamesha apne haath mein ... varna bhabhi kabhi izzat nahi karegi
Zyada chalaaki karne ki koshish ki na ... toh aaisa gayab kar doonga pahadon mein ki cheelon ko bhi khabar nahi hogi
Chinta chitta ke samaan hoti hai
Duniya ussiko dabaati hai joh dabta hai
Aadmi chilata toh gale se hai lekin kharab kaan ho jaate hai
Mazak jitna bhi badhda ho ... log uspe utna hi zyada haste hai
Purush ka asli sammaan uske ekagrah mein hai ... uske power of control mein hai
Door jana hi hai toh paap se door jao ... paapi se door kyun jaate ho
Beer sharab ki choti behen hoti hai
Abhe tu chal ... bavasir ka phoda!
Jab uparwaale ne teir kismat mein nimboo diya hai ... toh beta, uska nimboo sharbat bana na
Aadmi front page pe photo waali kahani zindagi bhar kya ... marne ke baad bhi suna sakta hai
Dhanwan logon ke jeevan mein aaram toh hai ... lekin vishram nahi hai
Ladai ladai maaf kar ... kutte ki tatti saaf kar
Jab badi machli ko phaasna hai toh pehle choti machli ko phaanso ... badi machli khud-ba-khud chali aayegi
Nobody forgets how to love ... even if love forgets them
Pyar pyar hota hai ... and we should all refuse to live without love
Desire is the root cause of all evil
Joh aadmi apne aap mein jeeta hai ... woh finally apne aap se baatein bhi karta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory