Upar waale ne insaan ke shareer mein nau chhed kiye hai ... do kaan ke, do naak ke, do aankh ke, ek mooh ka ... baki ke do tu jaanta hai ... sapne mein bhi galat socha na, dusva chhed kar doonga
Nana Patekar
Ghar mein hai bas chhe hi log ... chaar deewarein, chatt aur main ... raat sahuli ek saheli, gora chitta din hai dost ... ghar mein hai bas chhe hi log ... tehelne nikle tanha parchai, main bhi uske peeche chaloon ... neele ambar ke kagaz par panchi hokar chitra banoon ... indradhanush ki tirchi daali par chipki geeli geeli aus ... ghar mein hai bas chhe hi log ... chaar deewarein, chatt aur main
Gandhiki jab tak deewar par the humne haar pehnaye ... note par aa gaye, humne jeb mein daal liye
Force kisi ke baap ki jagir nahi hai ... force ki apni ek dignity hai ... us dignity ko barkarar rakhna hamari zimmedari hai
Force se zyada, joh log force mein hai woh important hote hai ... aur hamara system hamesha joh log is kaam ke liye bane hai, unko nazar andaz karke ... un logon pe kaam saunpte hai, joh us kaam ke maaine bhi nahi jante
Mohan Agashe
What you perceive is your reality, what I perceive is my reality ... there is no reality as such ... there are only perceptions
Once a cop, always a cop!
Ek shehar mein do gangs nahi honi chahiye ... varna doosri gang ka istamal koi teesra karta hai
Vikram Gokhale
Isse kehte hai politics ... har cheez ka sahi waqt par, sahi dhang se istamal karne ka hunar hona chahiye ... joh achcha chal raha hai usse bhigaadna aana chahiye ... joh bhigad raha hai usse sudhaarna aana chahiye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory