Bambai mein ek hi kaam ho riya ... khao vada pav, bhajjiya ... bolo Ganpati Bappa Morya
Ritesh Deshmukh
Sharif khaye daal roti aur kamina seekh boti
Unknown
Agar main sharaab hota, gale se utarta, sir pe chadta ... har dil par mera raj hota ... har pyaas ka taj hota
Ahan Shetty
Duniya mein do kisam ke log hote hai ... ek jinke saath hum peete hai ... doosre jinki wajah se hum peete hai
Ajay Devgan
Pyar mein aadmi cutting chai jaisa hota hai ... na pyaas bhujti hai na mann bharta hai
Imran Khan
Makhan sirf khaya jaata hai ... lagaya nahi jaata
Amrita Singh
Yeh aadmi hai ki mutton ki dukaan
Johnny Lever
Bread ka baadshah aur omelet ka raja ... Bajaj ... hamara Bajaj
Paresh Rawal
Dost dost na raha, pyar pyar na raha ... daru ke sivah zindagi mein koi karobar na raha
Aamir Khan
Sawaal yeh nahi hai ki bar mein kitni daru hai ... sawaal yeh hai ki tu kitni pee sakta hai
Sanjay Dutt
Peene ke baad insaan dimaag ke badle dil se sochne lagta hai
Har ladka soft drink ki botal ki tarah hota hai ... dimag ki jagah upar dhakan hota hai
Divyendu Sharma
Life mein main sirf do cheezon ki izzat karta hoon ... ek maa aur doosra khana ... kyun ki ek humein janam deti hai aur doosri humein zinda rakhti hai
Varun Dhawan
Dhakhan mein agar koi bahadur hai toh woh Nizam hi Nizam hai ... baaki toh bina guthli ke aam hai
Ranveer Singh
Kaun kambakht hai joh bardaasht karne ke liye peeta hai ... main toh peeta hoon ki bas saans le sakun
Dilip Kumar
Hamari zindagi ka tambu teen bambuon pe khada hua hai ... shayari, sharaab aur aap
Amitabh Bachchan
A for apple, B for bade apple, C for chote apple, D for doosron ke apple
Roz subah joh doodh peeya hota hai ... tumhe dekh ke phatke paneer ho jaata hai
Saqib Saleem
Chulhe se roti nikale ke liye, chimte ko apna mooh jalahe padi
Jab jung dil aur dimaag ki ho na ... toh hamesha dil ki sunte hai ... kyun ki dimaag kya hota dahi ... aur dil kya hota sahi
Deepak Dobriyal
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory