Bade bade dekhe hai ... lekin aapse bada nahi
Sunil Shetty
Hindustani jaisa bhi ho, usse do cheezein bilkul pasand nahin ... ek hai cricket mein haar ... doosra apne desh pe vaar
Kumar Gaurav
Sawaal yeh nahi hai ki bar mein kitni daru hai ... sawaal yeh hai ki tu kitni pee sakta hai
Sanjay Dutt
Taqdeer woh chinaal hai ... joh mere saath nahi soti
Saara din tu bhaukega ... ya kaatega bhi
Taqdeer tera bistara garam karna chahti hai ... aur tujhe sofe pe sona hai
Hindustaniyo ke samne ... Hindustan ko jalane ki baatein nahi karte
Kaan mein baali, mooh mein gaali, dimaag se khaali
Unknown
Isse toh software or underwear ka bhi farak pata nahi
Agar main yeh bomb tere sar pe rakhoonga toh pehle kya phatega ... yeh bomb ya tera sar ... (tu bata kya phatega) ... sabse pehle teri phategi
Kahani mein twist ho na ... toh mazaa aata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory