Jaise dhoti pehenke koi bhi Gandhi nahi ban jaata hai ... chikni chameli pe dance karne wali koi Katrina nahi ban jaati hai ... waise hi tie, suit, boot, formal pehenke English bolne wala salesman nahi ban sakta hai
Sanjay Mishra
Insaan ka charitra uske safed kapdon se hai ... safed kapda subah pehna, agar shaam tak vaise hi rahe ... toh insaan ka dil sacha hai ... woh aadmi saaf hai ... bolo kya khayal hai
Rajesh Khanna
Kab tab aurat sehti rahegi ... kab tak Sita agnipariksha deti rahegi ... kab tak Draupadi ka vastraharan hota rahega ... ab bas!
Diana Hayden
Yeh zindagi ki mehfil, mehfil mein hum akele ... daaman ko koi chume, zulfon se koi khele
Joy Mukherjee
Ek ladki jab saari bandkar, gale mein phoolon ka haar dalkar, ladke ke saath apna pallu bandkar agni ke saat phere leti hai ... toh woh phere uski zindagi ko phira dalte hai
Amitabh Bachchan
Libaas badal dene se aatma nahi badal jaati
Shashi Kapoor
Draupadi ki saree keechna Dushasan ko pada bhari ... saree mein saree, Parag saree
Akshaye Khanna
France ka fashion aur ladki ka selection ... dono mushkil mein daal deta hai
Unknown
Yeh meri Laila hai ... hum inke Majnu hai ... yeh choli hai toh hum inke daaman hai ... yeh phool hai toh hum aangan hai
Johnny Lever
Tumne toh kamaal kar diya ... dhoti ko phaadkar rumaal kar diya
Shakti Kapoor
Khubsoorti se badkar kapda hota hai aur kapde se badkar nakhra hota hai
Govinda
Woh dekh-dekh hum mein jeete hai ... hum dekh-dekh unhe peete hai ... yeh meri zaar ka nada nahi hai doston ... mere phatte jooton ke beete hai
Jiske khud ke pyjama mein naada nahi hota ... woh doosre ke pyjama mein naada nahi daalta
Anupam Kher
Joh na karta tumse pyar ... usko maaro jootey char
Richa Chadda
Yeh mahal rahega, qila rahega ... iska naada dheela rahega ... yeh raja rangeela kal bhi tha, yeh raja rangeela aaj bhi hai, yeh raja rangeela kal bhi rahega
Abhe kabab mein haddi ... chhed wali chaddi
Aap mein ek kehto gadbadi hai ... har baat mein aapko bahute hadbadi hai ... bhole hai, raseele hai, chabeele bhi hai ... par langot ke babuji, aap bahute dheele hai
Swara Bhaskar
I am speaking in English fully ... sahi galat ko maaro goli ... I am wearing a suit tanatan ... underwear is phir bhi Indian ... I am villain of old tradition ... this my dear fellow iz my tashan
Anil Kapoor
Pholon ka taaron ka sabka kehna hai ... itna sara kapda maine kabhi nahi pehna hai
Joota kitna bhi keemti ho paon mein hi pehna jaata hai ... sar pe nahi
Shatrughan Sinha
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory