Yeh Bambai hai ... yahan bolneka thank le aur vatak le
Imran Khan
Meerut ka hoon ... apni aukaat pe aa gaya na, toh gand ka Gurgaon bana doonga
Arshad Warsi
Koi agar Mumbai mein fail ho jaye ... toh khot Mumbai mein nahi ... us mein hai
Neha Sharma
Punjab, Sind, Gujarat, Maharashtra ... Bangal ho ke Hyderabad ... Hindustan ke hum hai ... Hindustan hamara
Shammi Kapoor
Amrica mein pyar ka matlab hai len den ... lekin Hindustan mein pyar ka matlab hai sirf dena, dena, dena
Amrish Puri
Tumhari yeh baat sunkar mera dil Hyderabad ki tarah aabad ho gaya
Kader Khan
Woh marega ... aur uski laash par khada hokar main is shehar ka sabse bada Don banooga
Raza Murad
Kaika Dilli hai bhaiya, dil toh hai hi nahi kisi ke paas
Vijay Raaz
Abhe tera pichwada hai yah Vijayawada?
Vivek Oberoi
Pata nahin kis gali kis nukkad kis chaurahe par ... kis goli kis chaku par mera naam likha hai
Akshay Kumar
Shirdi mera Pandharpur, Shirdi pujya staan ... yahin viraje Vithal mere, saavare Ghanshyam ... yahin bahe Ganga Jamuna, yahi tirth mahan ... pranaam mera sweekar karo Sainath bhagwan
Manmohan Krishna
Yeh Delhi bas mooh hai is liye batar-batar karti rehti hai ... yeh karna hai, yeh hona chahiye, hum mein dikhana hai ... bas dil ko tasalli dene ke liye achcha lafz hai Delhi
Nana Patekar
Bacha paida kahin bhi ho ... banta waisa hi hai jahan bada hota hai
Ranveer Singh
Bambai ki sari ladkiyan tere do by do dil mein bhari padi hai
Sanjay Dutt
Bina patte ke is shehar mein sirf keede makaude milte hain ... aadmi nahin
Ashish Vidyarthi
Nasik ho yah Bambai ... ladkiyan ladkiyan hoti hai, patane ka tarika aana chahiye ... pyar kiya nahin jaata, karvaya jaata hai
Anil Kapoor
Dilli ka aadha pollution toh aashiqon ke wajah se ho raha hai
Deepak Dobriyal
Bangkok waala character hoke Haridwar waala feel mat de
John Abraham
Mumbai mein har doosra aadmi traffic ke naam pe jhoot bolta hai
Emraan Hashmi
Insaan mein akal honi chahiye ... Surat toh Gujarat mein bhi hai
Boman Irani
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory