Nadi, nadi nahin jismein pani na ho ... hawa, hawa nahi jismein ravani na ho ... woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho
Shahrukh Khan
Jab aadmi daulat aur taqat ki wajah se jitna bada hota jaata hai ... utna hi sach aur asliyat se door hota jaata hai
Joh sach sunna chahte hai ... woh apni jeb mein pistol aur dil mein nafrat lekar nahi aate
Agar Ganga ki hifazat karna pyar hai ... toh hai, pyar hai aur hamesha rahega
Toote dilon se door mat jaiyo ... milte dilon ke pass mat aaiyo
Mercedes chalane waale cycle chala rahe hai ... kis kis bahane dekho tumko mana rahe hai
Hum naye rishte banane ke liye ... purane rishton ko nahi todh dete
Mahima Chaudhry
Ladka hai, ladka hai Sir ... lekin Hindustani nahin hai
Amrica mein pyar ka matlab hai len den ... lekin Hindustan mein pyar ka matlab hai sirf dena, dena, dena
Amrish Puri
Somvaar ko sagai, phir Ganga ki bidai ... aur bhabhi issi baat par khila do hum sabko mithai
Bade toh aap ban gaye ... lekin khud ke mamle mein zara chote reh gaye
Kahin aag lagne se pehle uthta hai aaisa dhuaan ... jaisa hai idhar ka nazaara, waisa hi udhar ka samaa
Pavan Malhotra
Girlfriends ka aana jaana toh amiron ki shaan hoti hai
Unknown
Yahan ya toh bahut sanata hai, ya phir bahut shor ... aadmi akela hai, ya phir mela hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory