Sara shehar mujhe lion ke naam se jaanta hai
Ajit Khan
Hum toh ghante hai lekin woh khatre ki ghanti hai ... saali China ka maal hai nah guarantee hai na warranty hai
Divyendu Sharma
Yeh Bambai bhale hi Kumkum se Kimi Katkar ho gayi hai ... par aaj bhi aankhen bandh karke tumhe aadhi Bambai ghuma sakta hoon
Akshay Kumar
Yeh mulk toh meri maa hai ... aur Mumbai shehar meri mashooka
Rishi Kapoor
Badi kamai bade sheharon mein hoti hai
Alia Bhatt
Bahut dino baad Bambai ne mujhe apni baahon mein bulaya hai ... ab dekhna yeh hai ke woh gale lagati hai ... yah phir gala kaatti hai
Kehne ko yeh shehar hai, sirf kehne ko ... par idhar jungle ka kanoon chalta hai
Amitabh Bachchan
Shehar mein koi aaisa raasta, koi chowk, koi aasia naka nahi bacha tha ... jahan par katilo ne hum par goliyo ki barsaat na ki ho
Jhansi aap bhi chahte hai aur main bhi ... farak sirf itna hai ... aapko raj karna hai aur mujhe apno ki seva
Kangana Ranaut
Mai Hyderabad ki potti ... aankhan nikaal ke goti khelti goti
Raveena Tandon
Jeena toh Bambai mein ... marna toh Bambai mein
Rajesh Khanna
Wagah naam hai mera ... kyun ki na hoon main Hindustan ka, na Pakistan ka ... bas joh player game badal paaye hai ... peeche padh jaata hoon uski jaan ka
Akshaye Khanna
Bambai mein ek hi kaam ho riya ... khao vada pav, bhajjiya ... bolo Ganpati Bappa Morya
Ritesh Deshmukh
Ek chumma tu mujhko udhar dede ... badle mein Middlesex Trafalgar Square lele
Yahan ki pani puri, poore Mumbai mein world famous hai
Rimi Sen
Badhe sheharo ki hawa aur chote sheharo ka pani ... bada khatarnak hota hai
Irrfan Khan
Hasratein Lucknow, basratein Kanpur ... surmayi hai Bareilly, aur kaatilana hai Rampur
Mohammed Zeeshan Ayyub
Bambai chalti do cheezon par hai ... ek luck, doosri local
Imran Khan
Gooooood mooooorning, Muuuuuumbaaaai!
Vidya Balan
Meerut ka hoon ... apni aukaat pe aa gaya na, toh gand ka Gurgaon bana doonga
Arshad Warsi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory