Kabhi socha hai ki Mumbai ko sapno ka shehar kyun kaha jaata hai ... kyun ki yahan pe sapne sirf bungalow aur imaraton mein nahi ... galiyon ki gandi naaliyon mein bhi palte hai
Abhishek Bachchan
Dilli ka aadha pollution toh aashiqon ke wajah se ho raha hai
Deepak Dobriyal
Suna hai Bambai shehar mein insaan aur haivaan ... dono ko chupne ki jagah milti hai
Farha Naaz
Pata hai competition ki height kya hai ... Niagara Falls ke samne pishaab karta hua aadmi
Ritesh Deshmukh
Hyderabadi sirf biryani ke liye nahi jaane jaate ... qurbani ke liye bhi jaane jaate hai
Insaan mein akal honi chahiye ... Surat toh Gujarat mein bhi hai
Boman Irani
Hum poore Calcutta ke ... poora Calcutta hamara
Ranveer Singh
Yeh shehar hum mein jitna deta hai ... badle mein kahin zyada hum se le leta hai
Irrfan Khan
Mumbai mein inka koi mandir nahi hai, lekin puja sabhi karte hain inki
Yashpal Sharma
Jab main tujhe maaronga ... toh teri awaaz ki goonj sare shehar ko sunai degi
Danny Denzongpa
Mumbai mein khaya, Mumbai mein piya, Mumbai mein jaga, Mumbai mein soya ... aur Vada Pav ki burai karke tera dil ek pal bhi na roya
Rajpal Yadav
Russia mein, Russian ladki ke saath Russian vodka peene ki baat hi kuch aur hai
Amitabh Bachchan
Caren hai bahut zyada par tel bahut kam hai ... issi liye Iraq pe giraye gaye itne bomb hai
Nawazuddin Siddiqui
Bhaisaab dete hai gali pe gali ... lagta hai jana padega mujhe Kullu Manali
Shakti Kapoor
Tujh jaise terrorist ke wajah se agar hum badtameezi pe utar aaye ... toh tumhara har mahulla IOP ban jayega ... India Occupied Pakistan
Hrithik Roshan
Ungli mat kar mere ko mohabbat ke beech mein ... nahi toh dafna doonga tere ko Juhu ke beach mein
Johnny Lever
Leader ke jazbaat ka, Bambai ki barsaat ka aur producer ki baat ka ... kabhi bharosa karna nahi chahiye
Makaan tha kabhi, ab khandar viran lagta hai ... tera thopda Panipat ka maidan lagta hai
Deven Verma
Shehar badalne se mera shareer toh nahin badlega
Paoli Dam
Bihar mein teen tarah se jodiyan banti hai babu ... himmat walo ki arranged jodi ... kismat walo ki love jodi ... aur dahej ke lalchiyon ki jabariya jodi
Sidharth Malhotra
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory