Jab dono gaal pe padh jaye toh kya karneka ... yeh Bapu ne nahin kaha apun ko
Jabse is raaste pe kadam rakha hai na ... tabse kafan saath leke ghoomta hoon main
Agar main marr gaya toh tu jee gaya ... agar main jee gaya toh tu marr gaya
Waqt ki fitrat khol de kismat ... khud pe bharosa hai toh aazmaa le apna luck
Har khothe jaise dikhne waali cheez khothi nahi hoti ... aur har bhook ka ilaaj roti nahi hoti
Samundar ki machli, ladki ka dil aur currency note pe kisi ka naam nahi likha hota ... jiske haath lagi us hi ki sagi
Kutta kitna bhi khatarnak ho jaaye ... sher ki nahi le paata
Yeh dil hai na ... tractor ki engine ki tarah dhadakhta hai
Jab bhook lagti hai na toh pet yeh nahin poochta ... ki yeh roti imaandari ki hai ya baimaani ki
Bole toh Gandhigiri zindabad!
Jab main phodna shuru karoonga na ... toh iski koi guarantee nahi hai ki kya kya phutega
Main jaanta hoon pyar andha hota hai ... lekin shaadi sabki aankhen khol deti hai
Rajneeti bolo toh ek second ... socho toh ek minute ... seekh lo toh kuch din ... lekin rajneeti samajhne ke liye poori zindagi nikal jaati hai
Duniya ki koi bhi kitaab ek aurat ko khush karna nahi sikha sakti ... uske liye degree nahi, pedigree chahiye
Sher Khan baimaani ka dhanda bhi imaandari se karta hai
Bambai ki sari ladkiyan tere do by do dil mein bhari padi hai
Ab dekh tamasha ... dhikhata hoon tereko Bipasha
Saara din tu bhaukega ... ya kaatega bhi
Aadmi apne kaam se pehchana jaata hai ... naam se nahi
Mumbai mein insaan ki keemat uski supari se hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory